Hamari Sanso Me Aaj Tak Vo Heena Ki Khushbu Mehek Rahi Hai
Labo Pe Nagme Machal Rahe Hai Nazar Se Masti Jhalak Rahi Hai
Hamari Sanso Me Aaj Tak Vo Heena Ki Khushbu Mehek Rahi Hai
Kabhi Jo The Pyaar Ki Jamanat Wo Haath Hai Gair Ki Amanat

Jo Kasme Khaate The Chahto Ki Unhi Ki Niyat Behek Rhi Hai
Jo Kasme Khaate The Chahto Ki Unhi Ki Niyat Behek Rhi Hai
Hamari Sanso Me Aaj Tak Vo Heena Ki Khushbu Mehek Rahi Hai
Kisi Se Koi Gila Nahi Hai Naseeb Hi Me Wafa Nahi Hai

Jaha Kahi Tha Hina Ko Khilna Hina Wahi Pe Mehek Rhi Hai
Jaha Kahi Tha Hina Ko Khilna Hina Wahi Pe Mehek Rhi Hai
Hamari Sanso Me Aaj Tak Vo Heena Ki Khushbu Mehek Rahi Hai
Wo Jinki Khaatir Gazal Kahi Thi Wo Jinki Khaatir Likhe The Nagme

Unhi Ke Aage Sawaal Banke Gazal Ki Jhanjhar Chanak Rhi Hai
Unhi Ke Aage Sawaal Banke Gazal Ki Jhanjhar Chanak Rhi Hai
Hamari Sanso Me Aaj Tak Vo Heena Ki Khushbu Mehek Rahi Hai
Hamaari Saanson Men Aaj Tak, Vo Hinaa Ki Khushabu Mahak Rahi Hai Song Lyrics from the movie/album Info NA released in the year 2018
Share your thoughts