Ham Sabko Salam Karte Hai Song Lyrics from the movie/album Zordaar released in the year 2018 starring Govinda, Aditya Pancholi. This movie/album was directed by Ajay Kashyap

Ham Sabko Salam Karte Hai Lyrics

Ham Sabko Salam Karte Hai Duniya Ko Ram Ram Karte Hai
Ham Sabko Salam Karte Hai Duniya Ko Ram Ram Karte Hai
Jan Lo Hame Pahchan Lo Hame
Jan Lo Hame Apna Lo Hame
Ham Bhi To Acha Kaam Karte Hai
Ham Sabko Salam Karte Hai Duniya Ko Ram Ram Karte Hai
Ham Sabko Salam Karte Hai Duniya Ko Ram Ram Karte Hai

Jhum Jhum Gaye Tarane Pyar Ke
Ham To Hai Yaro Diwane Pyar Ke
Jhum Jhum Gaye Tarane Pyar Ke
Ham To Hai Yaro Diwane Pyar Ke
Jhum Jhum Gaye Tarane Pyar Ke
Ham To Hai Yaro Diwane Pyar Ke
Pyar Se Dilo Me Mukaam Karte Hai
Ham Sabko Salam Karte Hai Duniya Ko Ram Ram Karte Hai
Ham Sabko Salam Karte Hai Duniya Ko Ram Ram Karte Hai

Leke Gum Jamane Ko Dete Hai Khushi
Or Ke Liye Ham Luta De Jindagi
Leke Gum Jamane Ko Dete Hai Khushi
Or Ke Liye Ham Luta De Jindagi
Leke Gum Jamane Ko Dete Hai Khusi
Or Ke Liye Ham Luta De Jindagi
Sabka Bhala Subah Shaam Karte Hai
Ham Sabko Salam Karte Hai Duniya Ko Ram Ram Karte Hai
Ham Sabko Salam Karte Hai Duniya Ko Ram Ram Karte Hai

Hai Talash Hamko Hamare Pyar Ki
Hai Badi Jarurat Hame Bhi Yaar Ki
Hai Talash Hamko Hamare Pyar Ki
Hai Badi Jarurat Hame Bhi Yaar Ki
Hai Talash Hamko Hamare Pyar Ki
Hai Badi Jarurat Hame Bhi Yaar Ki
Dil Ki Daulat Pyar Pe Nilaam Karte Hai
Ham Sabko Salam Karte Hai Duniya Ko Ram Ram Karte Hai
Ham Sabko Salam Karte Hai Duniya Ko Ram Ram Karte Hai
Jan Lo Hame Pahchan Lo Hame
Jan Lo Hame Apna Lo Hame
Ham Bhi To Acha Kam Karte Hai
Ham Sabko Salam Karte Hai Duniya Ko Ram Ram Karte Hai
Ham Sabko Salam Karte Hai Duniya Ko Ram Ram Karte Hai

Share your thoughts

Ham sabko salaam karte hain, Sabko salam karte hain, Sab ko salaam karte hai, Salaam, Sabko, Karte, Ho ja mast malang tu lyrics, Zordaar, Allah ke bande lyrics, Mubarak ho tumko lyrics, Zordaar - 1989, Zordaar (film), Zordaar - 1989 full movie, Zordaar - 1989 movie songs, Dharam karam songs, Jalal, Kharidaar, Amrita arora, Aabad barbad arijit singh, Ho ja mast malang tu lyrical, Dard bhare gaane, Yaar main india chala, Bombay jayashri (musical artist)