Jo Puchhta Hai Koi
Surkh Kyu Hai Aaj Aankhen
To Aankh Malke Mai Kehta Hu
Raat So Na Saka
Hazaar Chahu Magar Ye
Na Keh Sakunga Kabhi
Ke Raat Rone Ki Khwahish Thi
Magar Ro Na Saka
Hum Jaise Tanha Logo Ka
Ab Rona Kya
Muskana Kya
Hum Jaise Tanha Logo Ka
Ab Rona Kya
Muskana Kya
Jab Chahne Wala Koi Nahi
Jab Chahne Wala Koi Nahi
Phir Jeena Kya
Mar Jana Kya
Hum Jaise Tanha Logo Ka
Ab Rona Kya
Muskana Kya
Sau Rang Me Jisko Socha Tha
Sau Rup Me Jisko Chaha Tha
Sau Rang Me Jisko Socha Tha
Sau Rup Me Jisko Chaha Tha
Sau Rup Me Jisko Chaha Tha
Wo Jane Ghajal To Ruth Gayi
Ab Uska Haal Sunana Kya
Jab Chahne Wala Koi Nahi
Jab Chahne Wala Koi Nahi
Phir Jeena Kya
Mar Jana Kya
Hum Jaise Tanha Logo Ka
Ab Rona Kya
Muskana Kya
Aawaz Kisi Ko De Lekin
Ek Naam Tumhara Hontho Par
Aawaz Kisi Ko De Lekin
Ek Naam Tumhara Hontho Par
Ek Naam Tumhara Hontho Par
Har Shakal Se Ubhro Tum Hi Tum
Yu Khud Ko Magar Bahlana Kya
Har Shakal Se Ubhro Tum Hi Tum
Yu Khud Ko Magar Bahlana Kya
Jab Chahne Wala Koi Nahi
Jab Chahne Wala Koi Nahi
Phir Jeena Kya
Mar Jana Kya
Hum Jaise Tanha Logo Ka
Ab Rona Kya
Muskana Kya
Ham Jaise Tanaha Logon Kaa Song Lyrics from the movie/album Loving Gazals - Pankaj Udhas released in the year 2018. The song Ham Jaise Tanaha Logon Kaa was sung by Pankaj Udhas
Share your thoughts