Haal Yeh Kar Diya Zalim Song Lyrics from the movie/album Panchayat released in the year 2016 starring Pandharibai, Raaj Kumar. The song Haal Yeh Kar Diya Zalim was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Lekhraj Bhakri. The music was given by Iqbal Qureshi. The lyrics were Penned by Shakeel Nomani. The music rights for song purely belongs to Saregama

Haal Yeh Kar Diya Zalim Lyrics

Haal Yeh Kar Diya Zalim
Tere Tadpane Ne
Tere Tadpane Ne
Aag Daman Me Laga Li
Tere Deewane Ne
Tere Deewane Ne
Aag Daman Me Laga Li

Ye Bhi Dar Lagta Hai
Badnam Na Ho Jaye Kahi
Ye Bhi Dar Lagta Hai
Badnam Na Ho Jaye Kahi
Pyar Ki Bate Jo
Pyar Ki Bate Jo Sunli
Kisi Begane Ne
Kisi Begane Ne
Aag Daman Me Laga Li
Tere Deewane Ne
Tere Deewane Ne
Aag Daman Me Laga Li

Jite Rahna Teri Chahat
Me Koi Khel Nahi
Jite Rahna Teri Chahat
Me Koi Khel Nahi
Mar Dala Mujhe
Mar Dala Mujhe Zalim
Tere Samjhane Ne
Tere Samjhane Ne
Aag Daman Me Laga Li
Tere Deewane Ne
Tere Deewane Ne
Aag Daman Me Laga Li

Ji To Kahta Hai Ke Ji Bhar
Ke Tujhe Pyar Karu
Ji To Kahta Hai Ke Ji Bhar
Ke Tujhe Pyar Karu
Par Mujhe Rok Liya
Par Mujhe Rok Liya Hai
Mere Sharmane Ne
Mere Sharmane Ne
Aag Daman Me Laga Li
Tere Deewane Ne
Tere Deewane Ne
Aag Daman Me Laga Li

Rut Nayi Aayi Hai Aa
Pyar Ke Din Layi Hai
Rut Nayi Aayi Hai Aa
Pyar Ke Din Layi Hai
Aur Bhi Kar Diya
Aur Bhi Kar Diya Jadu
Tere Sharmane Ne
Tere Sharmane Ne
Aag Daman Me Laga Li
Tere Deewane Ne
Tere Deewane Ne
Aag Daman Me Laga Li.

Share your thoughts

Aag daman me laga li tere deewane ne