Gunaah Song Lyrics from the movie/album Blood Money. The song Gunaah was sung by Mustafa Zahid. The music was given by Jeet Ganguly. The lyrics were Penned by Sayeed Quadri

Gunaah Lyrics

Gunaah Kiya Dil Maine Yaar Ka Todh Ke
Gunaah Kiya Usse Ik Din Tanha Chodh Ke

Gunaah Kiya Dil Maine Yaar Ka Todh Ke
Gunaah Kiya Usse Ik Din Tanha Chodh Ke
Tu Milna Paaye Hum Jee Na Paaye
Kahin Marna Jaaye Kaisi Hai Kaisi Hai Bebasi
Dil Phir Se Chaahe Teri Hi Panaahein
Kahin Marr Na Jaaye Zindagi
Gunaah Kiya Dil Maine Yaar Ka Todh Ke

Aankhien Hai Num Dhadhkan Madham
Ab Maan Jaa Roothe Sanam
Saansein Chubhan Toota Sa Mann
Aur Naa Sataa Oh Jaaneman
Tu Milna Paaye Hum Jee Na Paaye
Kahin Marna Jaaye Kaisi Hai Kaisi Hai Bebasi
Dil Phir Se Chaahey Teri Hi Panaahein
Kahin Marr Na Jaaye Zindagi
Gunnah Kiya Dil Maine Yaar Ka Todh Ke

Mera Har Pal Ab Toh Bojhal
Veeran Sa Dil Yeh Har Dum
Lakhon Hai Ghum Tanha Hai Hum
Kaise Sahein Itna Sitam
Tu Milna Paaye Hum Jee Na Paaye
Kahin Marna Jaaye Kaisi Hai Kaisi Hai Bebasi
Dil Phir Se Chaahe Teri Hi Panaahein
Kahin Marr Na Jaaye Zindagi
Gunaah Kiya Dil Maine Yaar Ka Todh Ke
Gunaah Kiya Usse Ik Din Tanha Chodh Ke

Gunaah Kiya Gunaah Kiya

Share your thoughts

Blood money, Blood money song, Blood money full movie, Blood money full movie hindi, Blood money all songs, Blood money full movie hd 1080p hindi, Mustafa zahid, Gunah kiya maine song mustafa zahid, Jo tere sang blood money, Gunaah (lyrics) mustafa zahid | sayeed quadri | jeet gannguli | blood money, Mustafa zahid gunah kiya maine, Teri yaadon se blood money lyrics, Blood, Gunaah, Mustafa, Mustafa zahid lyrics, Mustafa zahid jo tere sang lyrics, Gunah lyrics