Ghadi Aa Gayi Imtihan Ki Song Lyrics from the movie/album Karva Chauth released in the year 2018. The song Ghadi Aa Gayi Imtihan Ki was sung by Usha Mangeshkar. The music was given by C Arjun. The lyrics were Penned by Kavi Pradeep

Ghadi Aa Gayi Imtihan Ki Lyrics

Ghadi Aa Gayi Imtihaan Ki
Antim Pal Hain Ginti Ke
Jaha Bhi Ho Tum Maa Sul Lena
Shabd Hain Meri Binti Ke
Ek Baras Se Pinjra Hain Khali
Mera Panchhi La Do Maa
Mujhko Piya Se Mila Do Maa
Ae Maa
Aya Mahal Ka Ud Gaya Hansa
Fir Use Vapas La Do Maa
Mujhko Piya Se Mila Do Maa
Ae Maa

Lut Gayi Main To Mera Nasiba
Fut Gaya Hay Fut Gaya
Bich Safar Me Mera Sathi
Chhut Gaya Hay Chhut Gaya
Subah Ke Bhule Huye Pathik Ko
Saanjh Pade Ghar La Do Maa
Mujhko Piya Se Mila Do Maa
Ae Maa

He Jagdambe Meri Bhanvar Me
Nauka Hain Meri Nauka Hain
Dub Rahi Hain Mujhko Bacha Lo
Mauka Hain Yahi Muka Hain
Bhaag Me Mere Aag Lagi Hain
Aakar Use Bujha Do Maa
Mujhko Piya Se Mila Do Maa
Ae Maa
Ek Baras Se Pinjra Hain Khali
Pinjra Khali
Kaha Ho Aao Trishul Wali
Kaha Ho Aao Trishul Wali
He Maa He Maa He Maa

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Usha mangeshkar songs, Karva chauth song, Mangeshkar, Karva chauth, Zindagi har kadam ek nai jung hai with lyrics, Zindagi har kadam ek nai jung hai lyrics, Lyrics of hindi songs, Usha mangeshkar, Song lyrics, Yahan ke hum sikandar lyrics english, Lata mangeshkar dead, Yahan ke hum sikandar karaoke with lyrics, Yahan ke hum sikandar song lyrics, Lata mangeshkar ke gane, Ajnabi kaun ho tum lata mangeshkar