Garib Jan Key Hamko Naa Tum Daga Dena Song Lyrics from the movie/album Chhoo Mantar released in the year 2018 starring Shyama, Anita Guha. The song Garib Jan Key Hamko Naa Tum Daga Dena was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by M Sadiq. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Jan Nisar Akhtar

Garib Jan Key Hamko Naa Tum Daga Dena Lyrics

Garib Jan Ke
Garib Jan Ke Hamko Na Tum Daga Dena
Tumhi Ne Dard Diya Hai Tumhi Dawa Dena
Garib Jan Ke

Lagi Hai Chot Kaleje Pe Umr Bhar Ke Liye
Lagi Hai Chot Kaleje Pe Umr Bhar Ke Liye
Tadap Rahe Hai Muhabbat Me Ik Najar Ke Liye
Najar Milake
Najar Milake Najaro Se Na Tum Gira Dena
Tumhi Ne Dard Diya Hai Tumhi Dawa Dena
Garib Jan Ke

Jaha Or Humara Kaha Thikana Hai
Jaha Or Humara Kaha Thikana Hai
Tumhare Darse Kaha Uth Ke Humko Jana Hai
Jo Ho Sake To
Jo Ho Sake To Mukdar Mera Jga Dena
Tumhi Ne Dard Diya Hai Tumhi Dawa Dena
Garib Jan Ke

Mila Krar Na Dil Ko Kisi Bahane Se
Mila Krar Na Dil Ko Kisi Bahane Se
Tumahari Aas Lagaye Hai Ik Jmane Se
Kabhi To Apni
Kabhi To Apni Mohabbat Ka Aasra Dena
Tumhi Ne Dard Diya Hai Tumhi Dawa Dena
Garib Jan Ke

Share your thoughts

Chhoo mantar, Mohammad rafi, Gareeb jaan ke humko na tum mita dena, Mohammed rafi, Garib janke humko, Tere husn ki kya tarif karu karaoke with lyrics, Tere husn ki kya tarif karun lyrics, Lyrics of tere husn ki kya tarif karun, Tere husn ki kya tarif karun lata mangeshkar & mohammed rafi, Lata mangeshkar & mohammed rafi tere husn ki kya tarif karun, Chhoo mantar all songs, Meena kumari, Best of mohammad rafi, Lyrics, Mohammed rafi songs, Mohammed rafi hit song