Gali Naa Chhuti Yaar Kee Song Lyrics from the movie/album Heer Ranjha released in the year 2018 starring Anil Kapoor, Sridevi. The song Gali Naa Chhuti Yaar Kee was sung by Mohammed Aziz. This movie/album was directed by Harmesh Malhotra. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Gali Naa Chhuti Yaar Kee Lyrics

Gali Na Chhuti Yaar Ki
Jogi Le Gaye Jog
Jaan Gayi Phir Bhi Na Gaya
Ye Ishqe Da Rog

Na Jane Kis Mitti Se
Bane Hai Aashiq Log
Darte Nahi Khuda Se Bhi
Ye Pagal Insaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan
Are Log Mohabbat Me Dil Dete Hai
Main Dunga Jaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan

Sari Duniya Chhodke O Sari Sari Duniya
Sari Duniya Chhodke Pakda Hai Tera Hath
Chahe Nikle Janaja Chahe Nikle Barat
Jeena Tere Sath Hai Marna Tere Sath
Pyar Hai Shabnam Ka Katra
Har Katre Me Tufan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan
Are Log Mohabbat Me Dil Dete Hai
Main Dunga Jaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan

Is Gaanv Ki Ek Gali Me
Rahti Hai Ji Heer
Heer Ke Darwaje Pe Likhi Hai
Ranjhe Ki Taqdeer
Main Hu Kaidi Husn Ka
Ishq Meri Janjir
Ruh Meri Ghayal Huyi
Dil Hai Lahu Luhan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan
Log Mohabbat Me Dil Dete Hai
Main Dunga Jaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan

Pyar Me Main Kar Jaunga
Mushkil Se Mushkil Kaam
Pyar Me Main Kar Jaunga
Mushkil Se Mushkil Kaam
Heer Bina Main Jeeunga To
Ho Jaunga Badnam
Suli Pe Chadh Jaunga Main
Lekar Heer Ka Naam
Duniya Lekar Dekhle
Mera Imtihan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan
Log Mohabbat Me Dil Dete Hai
Main Dunga Jaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan
Aashiq Mera Naam Hai
Tera Ishq Mera Imaan

Share your thoughts

Laxmikant pyarelal songs, Laxmikant pyarelal superhit songs, Laxmikant- pyarelal, Laxmikant pyarelal, Hits of laxmikant pyarelal, Best of laxmikant pyarelal songs, Laxmikant pyarelal song, Mohammed rafi songs, Laxmikant pyarelal hit songs, Heer ranjha, Heer ranjha songs, Laxmikant, Mohammed aziz, Meri biwi maike chali gay with lyrics, Mohammad irfan, Pyarelal, Mohabbat ki jhooti kahani pe roye lyrics, Mujhe teri mohabbat ka sahara lyrics