Gairon Pe Karam Song Lyrics from the movie/album Ankhen released in the year 2016 starring Mala Sinha, Dharmendra. The song Gairon Pe Karam was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Ramanand Sagar. The music was given by Ravi Shankar Sharma (Ravi). The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Gairon Pe Karam Lyrics

Gairo Pe Karam Apno Pe Sitam
Eh Jan-e-wafa Ye Zulm Na Kar
Gairo Pe Karam Apno Pe Sitam
Eh Jan-e-wafa Ye Zulm Na Kar
Gairo Pe Karam Apno Pe Sitam
Eh Jan-e-wafa Ye Zulm Na Kar
Rehne De Abhi Thoda Sa Bharam
Eh Jan-e-wafa Ye Zulm Na
Kar Ye Zulm Na Kar
Gairo Pe Karam Apno Pe Sitam
Eh Jan-e-wafa Ye Zulm Na Kar

Ham Chahne Wale Hain Tere
Yu Hamko Jalana Thhik Nahi
Mehfil Mein Tamasha Ban
Jaye Is Darja Satana Thhik Nahi
Is Darja Satana Thhik Nahi
Mar Jayenge Ham Mit Jayenge Ham
Eh Jan-e-wafa Ye Zulm Na
Kar Ye Zulm Na Kar
Gairo Pe Karam Apno Pe Sitam
Eh Jan-e-wafa Ye Zulm Na Kar
Ye Zulm Na Kar

Gairo Ke Thirakate Shaano Par
Ye Haath Ganvaaraa Kaise Kare
Gairo Ke Thirakate Shaano Par
Ye Haath Ganvaaraa Kaise Kare
Har Baat Gavaaraa Hai Lekin
Ye Baat Gavaaraa Kaise Kare
Ye Baat Gavaaraa Kaise Kare
Tujh Ko Terii Bedardii Ki Qasam
Ai Jaan-e-vafaa Ye Zulm Na Kar
Gairon Pe Karam Apano Pe Sitam
Ai Jaan-e-vafaa Ye Zulm Na
Kar Ye Zulm Na Kar

Ham Bhi The Tere Manzur-e-nazar
Ji Chaha To Ab Iqrar Na Kar
Sau Tir Chala Sine Pe Magar
Begano Se Milkar War Na Kar
Begano Se Milkar War Na Kar
Be-maut Kahi Mar Jaye Na Ham
Eh Jan-e-wafa Ye Zulm Na Kar
Gairon Pe Karam Apano Pe Sitam
Ai Jaan-e-vafaa Ye Zulm Na Kar
Rehne De Abhi Thoda Sa Bharam
Eh Jan-e-wafa Ye Zulm Na Kar
Ye Zulm Na Kar.

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Dharmendra, Gairon pe karam with lyrics, Gairon pe karam, Lata mangeshkar, Gairon pe karam karaoke, Hits of lata mangeshkar romantic songs, Mala sinha, Lata mangeshkar ke gane, Mala sinha songs, Lata mangeshkar special, Ganga mata ki katha, Hits of lata mangeshkar songs, Gairo pe karam, Jeetendra and mala sinha songs, Song lyrics, Best of dharmendra songs, Chhalka yeh jaam with english lyrics, Sharda sinha, Dharmendra songs