Gadho Par Baith Kar Ham Song Lyrics from the movie/album Alibaba Aur Chalis Chor (1954). The song Gadho Par Baith Kar Ham was sung by Mohammad Rafi, Shamshad Begum. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan

Gadho Par Baith Kar Ham Lyrics

Gadho Par Baith Kar Ham Shehar Ke Chakkar Lagayenge
Ho Hai Isi Kabil
Hame Tumse Muhabbat Hai Yeh Dooniya Ko Batayenge
Kurban Jau Tumhare Batane Pe
Dekho Dekho Hajur Yeh Hain Khatte Angur
Aji Chhodo Yeh Hath Nahee Ayenge
O Meri Jannat Kee Hoor Too Hai Arabi Khajur
Tere Saye Me Jindgi Bitayenge
Dekho Dekho Hajur…….

Achha Lage Hai Mujhe O Meri Bulbul Gana Tera Chahchahana Tera
Achha Lage Naa Mujhe O Pichhe Pichhe, (aana Tera Khilakhilana Tera -2)
Teri Ankhen Billur Mithe Mithe Angur, Inhen Sharabat Bana Ke Pee Jayenge
Dekho Dekho Hajur…….

Bhula Nahee Hai Mujhe Najren Jhuka Kar, (aana Tera Muskurana Tera -2)
Mujhko Bhi Yad Hai Pahala Tamacha, (khana Tera Bhag Jana Tera -2)
Jo Karegi Kabul Ham Ban Ke Langur, Tere Kooche Me Udham Machayenge
Dekho Dekho Hajur…….

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Shamshad begum, Main ambiyan di chhan mohammad rafi shamshad begum, Alibaba and 40 thieves, Chitragupta, Mohammed rafi, Shamshad begam, Alibaba, Shamshad, Mohammad rafi, Alibaba and forty thieves, Chalis, Begum, Lyrics, Lyricist: raja mehdi ali khan, Lyricist: rajindra krishan, Shantaram rajaram vankudre, Shivram krishna, Master krishna rao, Master krishnarao, Lata mangeshakr hits, V shataram movie songs, Shankar jaikishan songs, Music director: c ramachandra