Hai Daulat Ki Chaabi Lambi Ho Gayi Kaathi
Bas Khud Jikara Marne Se Befikara
Aati Ho Jab Jawani Dushman Bharega Paani
Hum Sabki Ye Kahani
Are Sab Ki Ye Kahani
Hum Hai Fauji Fauji Fauji Fauji Hai Fauji
Hum Hai Fauji Fauji Fauji Fauji Hai Fauji Thode Hai Manmauji
Himmat Aur Power Ka Mixture Ek Punch Me Kar De Fracture
Kar Denge Kranti Kranti Kranti
Ab Kyun Hai Marna Sabko Jeene De Inki Aashaye Manzil Se Milne De
Hum Hai Fauji Fauji Fauji Fauji Hai Fauji
Hum Hai Fauji Fauji Fauji Fauji Hai Fauji
Thode Hai Manmauji
O Nau Number Ka Juta Jo Bhida Wahi Futa
Wardi Meri Khari Hai Dilo Se Jo Bhari Hai
Sar Pe Rakhi Ye Topi Himmat Se Hai Milti
Hum Sabki Jaan Hoti Aur Sabki Shaan Hoti
Hum Hai Fauji Fauji Fauji Fauji Hai Fauji
Hum Hai Fauji Fauji Fauji Fauji Hai Fauji Thode Hai Manmauji
Duniya Mein Hum Naa Aaye Bewaja Thodi Si Jidh Hai Thodasa Nasha
Humse Jamana Puchhe Humse Jamana Sikhe
Jaan Ki Baaji Lagaye Aur Ye Chhute Naa Hum Sabko Samjhaye
Hum Hai Fauji Fauji Fauji Fauji Hai Fauji
Hum Hai Fauji Fauji Fauji Fauji Hai Fauji Thode Hai Manmauji
Hum Hai Fauji Fauji Fauji Fauji Hai Fauji
Hum Hai Fauji Fauji Fauji Fauji Hai Fauji Thode Hai Manmauji
Fauji Song Lyrics from the movie/album War Chhod Na Yaar released in the year 2018 starring Sharman Joshi, Soha Ali Khan. The song Fauji was sung by Mika Singh, Brijesh Shandilya, Luv O Trigger, Marianne D Cruz. This movie/album was directed by Faraz Haider. The music was given by Aslam Keyi. The lyrics were Penned by Azeem Shirazi
Share your thoughts