Faagun Ka Maheena Aayo Song Lyrics from the movie/album Mayamaschindra released in the year 2016 starring Abhi Bhattacharya, Kanan Kaushal. The song Faagun Ka Maheena Aayo was sung by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar. This movie/album was directed by Babubhai Mistri. The music was given by Govind - Naresh. The lyrics were Penned by Madan Bharati

Faagun Ka Maheena Aayo Lyrics

Faagun Ka Maheena Aayo Sakhi
Faagun Ka Maheena Aayo Sakhi
Mann Mein Koi Shor Machavat Hai
Mann Mein Koi Shor Machavat Hai
Faagun Ka Maheena Aayo Sakhi
Faagun Ka Maheena Aayo Sakhi
Mann Mein Koi Shor Machavat Hai
Har Aahat Pe Woh Hai Aisa Lage
Har Aahat Pe Woh Hai Aisa Lage
Koi Door Desh Se Aavat Hai
Koi Door Desh Se Aavat Hai
Faagun Ka Maheena Aayo Sakhi
Faagun Ka Maheena Aayo Sakhi

Madmast Pavan Badan Mein Agan Lagaye
Badan Mein Agan Lagaye
Ho Badan Mein Agan Lagaye
Madmast Pavan Badan Mein Agan Lagaye
Madhurvaas Milan Ki Madhur Naagin Se Tadpaye
Peehu Peehu Papiha Bol Bol
Mohe Pee Ki Yaad Dilvat Hain
Mohe Pee Ki Yaad Dilvat Hain
Faagun Ka Maheena Aayo Sakhi
Faagun Ka Maheena Aayo Sakhi
Mann Mein Koi Shor Machavat Hai
Mann Mein Koi Shor Machavat Hai
Faagun Ka Maheena

Uth Peer Dheer Na Rahe
Nayan Par Bas Hi Barse
Nayan Par Bas Hi Barse
Uth Peer Dheer Na Rahe
Nayan Par Bas Hi Barse
Madbhare Mahine Mein
Mayur Mann Ka Tarse
Koyaliya Bairan Kuhu Kuhu
Mohe Saari Rain Jagavat Hain
Mohe Saari Rain Jagavat Hain
Faagun Ka Maheena Aayo Sakhi
Faagun Ka Maheena Aayo Sakhi
Mann Mein Koi Shor Machavat Hai
Mann Mein Koi Shor Machavat Hai
Har Aahat Pe Woh Hai Aisa Lage
Har Aahat Pe Woh Hai Aisa Lage
Koi Door Desh Se Aavat Hai
Koi Door Desh Se Aavat Hai
Faagun Ka Maheena Aayo Sakhi
Faagun Ka Maheena Aayo Sakhi.

Share your thoughts

No Keywords