Ek Musibat Khadi Ho Gayi Song Lyrics from the movie/album Raakhi Aur Rifle released in the year 2016 starring Dara Singh, Alka. The song Ek Musibat Khadi Ho Gayi was sung by Usha Mangeshkar. This movie/album was directed by Radhakant. The music was given by Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta. The lyrics were Penned by Madan Bharati. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ek Musibat Khadi Ho Gayi Lyrics

Ek Mushibat Khadi Ho Gayi
Mai Jab Se Haye Haye
Mai Jab Se Badi Ho Gayi
Mai Jab Se Badi Ho Gayi
Ek Mushibat Khadi Ho Gayi
Ek Mushibat Khadi Ho Gayi
Mai Jab Se Badi Ho Gayi
Haye Ram Jab Se Badi Ho Gayi

Ghar Se Niklu Mai Nain Jhukaye
Kuch Ghabraye To Kuch Sharmaye
Solah Sawan
Solah Sawan Gujar Gaya Jab Se
Jab Ki Bairi Nazar Hui Tab Se
Zindagi Dukh Bhari Ho Gayi
Mai Jab Se
Mai Jab Se Badi Ho Gayi
Haye Ram Jab Se Badi Ho Gayi

Na Koi Bairi Tha
Na Koi Dushman
Aayi Jab Se Aayi
Jab Se Ye Zalim Jawani
Lut Gayi Tab Se
Wo Ghadiya Suhani

Ha Buri Halat Meri Ho Gayi
Mai Jab Se
Mai Jab Se Badi Ho Gayi
Haye Ram Jab Se Badi Ho Gayi
Ek Mushibat Khadi Ho Gayi
Mai Jab Se Badi Ho Gayi
Haye Ram Jab Se Badi Ho Gayi
Ek Mushibat Khadi Ho Gayi
Haye Ram Jab Se Badi Ho Gayi
Haye Ram Jab Se Badi Ho Gayi.

Share your thoughts

No Keywords