Ek Manjil Ek Safar Hai Ab Hamara Aapka Hamra Aapka
Har Kadam Par Chahta Hai Dil Sahara Aapka Ha Shara Aapka
Aap Or Hum Ek Hai Ab Hamse Mat Sharmaiye
Dil Ki Had Se Aage Badhiye Ruh Par Cha Jayiye
Kya Kaha Ye Aapne Ek Bar Fir Dohrayiye
Jane Kyu Lagta Hai Har Andaz Pyara Aapka Andaz Pyara Aapka
Ek Manjil Ek Safar Hai Ab Hamara Aapka Ha Aapka
Wo Chaman Chuta Wo Hawa Gayi
Mai Kaha Se Kaha Aa Gayi
Hui Sabko Chhod Ke Aapki
Mere Dil Me Kya Ye Sama Gayi
Laut Aayegi Gujri Bahar
Hampe Nahi Kya Atbar
Jan Se Pyara Hai Hamko Har Ishara Aapka
Ha Ishara Aapka
Ek Manjil Ek Safar Hai Ab Hamara Aapka Ha Aapka
Ek Manzil Ek Safar Hai Ab Humara Apka, Har Kadam Par Chahata Hai Song Lyrics from the movie/album Naag Mandir released in the year 2018 starring Mahipal, Vijay Choudhary. The song Ek Manzil Ek Safar Hai Ab Humara Apka, Har Kadam Par Chahata Hai was sung by Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Shantilal Soni. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Asad Bhopali
Share your thoughts