Ek Baras Se Pinjra Hai Khaali Song Lyrics from the movie/album Karva Chauth released in the year 2018. The song Ek Baras Se Pinjra Hai Khaali was sung by Usha Mangeshkar. The music was given by C Arjun. The lyrics were Penned by Kavi Pradeep

Ek Baras Se Pinjra Hai Khaali Lyrics

Ghadi Aa Gayi Imtihan Ki
Antim Pal Hai Ginti Ke
Jahan Bhi Ho Tum
Maa Sunle Na
Shabd Ye Meri Vinti Ke

Ek Baras Se Pinjra Hai Khali
Mera Panchhi Na Bola
Mujhko Piya Se Mila Do Maa
Ae Maa

Aaya Mahal Ka Ud Gaya Hansa
Phir Use Wapas La Do Na
Mujhko Piya Se Mila Do Maa
Ae Maa

Lut Gayi Main To
Mera Nasiba
Fut Gaya Haye Fut Gaya
Bich Safar Me Mera Saathi
Chhut Gaya Haye Chhut Gaya
Subah Ke Bhule Huye Pathik Ko
Saanjh Padi Ghar La Do Na
Mujhko Piya Se Mila Do Maa
Ae Maa

Hey Jagdambe
Meri Bhanwar Me
Nauka Hai Meri Nauka Hai
Dub Rahi Main Mujhko Bacha Lo
Mauka Hai Yahi Mauka Hai
Bhaag Me Mere Aag Lagi Hai
Aakar Use Bujha Do Maa
Mujhko Piya Se Mila Do Maa
Ae Maa

Ek Baras Se Pinjra Hai Khali
Pinjra Khali
Kahan Ho Aao Trishul Wali
Kahan Ho Aao Trishul Wali
Hey Maa
Hey Maa
Hey Maa

Share your thoughts

Ek baras se pinjra hai khaali, Karva chauth song, Karva chauth, Lata mangeshkar, Usha mangeshkar aalya aalya jau naka, Aalya aalya jau naka usha mangeshkar, Usha mangeshkar marathi songs, Usha mangeshkar, Aalya aalya jau naka marathi lyrics, Alya aalya jau naka song lyrics, Rafi karaoke songs with lyrics, Hradaynath mangeshkar, Lyrics for alya aalya jau naka, Aalya aalya jau naka lyrics, Lyrics of aalya aalya jau naka, Lata mangeshkar songs, Tulsa bhajan with lyrics