Hai Dhundhi Ye Jami Dhundha Ye Aasma
Hai Saya Tera Yaha Par Tu Chhupa Kaha
Hai Teri Hi Kami Dekhu Main Jis Jagah
Hai Saya Tera Yaha Par Tu Chhupa Kaha
Taaro Se Bhi Puchha Tera Wo Raasta
Hawao Se Puchha Kaha Hai Tera Aashiya
Taaro Se Bhi Puchha Tera Wo Raasta
Hawao Se Puchha Kaha Hai Tera Aashiya
Ab Jaye Hum Kaha Dhundle Dhundle Hai Tere Nisha
Hai Dhundhi Ye Jami Dhundha Ye Aasma
Hai Saya Tera Yaha Par Tu Chhupa Kaha
Dehliz Ko Bhi Meri Tarah
Aahat Ka Teri Hai Intzaar
Dehliz Ko Bhi Meri Tarah
Aahat Ka Teri Hai Intzaar
Bata De Bata De Tu Hai Kaha
Ke Hum Bhi Aa Jayenge Us Paar
Dhundhi Saari Cheeze Teri
Jo Bhi Jab Bhi Mangi Tumne
Ab Tujhko Dhundhe Hum Kaha
Ab Jaye Hum Kaha Dhundle Dhundle Hai Tere Nisha
Dundhi Ye Jamin Dundha Aasamn (Nishan) Song Lyrics from the movie/album Dehraadun Diary released in the year 2018 starring Adhyayan Suman, Rohit Bakhshi. The song Dundhi Ye Jamin Dundha Aasamn (Nishan) was sung by Kavita Seth. This movie/album was directed by Milind Ukey. The music was given by Hanif Shaikh. The lyrics were Penned by Hanif Shaikh
Share your thoughts