Do Ghoont Chai Pee, Aur Sair Duniya Ki Dekho Main Kar Ke Aa Gaya Song Lyrics from the movie/album Sanjog released in the year 2019 starring Pradeep Kumar, Anita Guha. The song Do Ghoont Chai Pee, Aur Sair Duniya Ki Dekho Main Kar Ke Aa Gaya was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Pramod Chakravorty. The music was given by Madan Mohan. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Do Ghoont Chai Pee, Aur Sair Duniya Ki Dekho Main Kar Ke Aa Gaya Lyrics

Do Ghunt Chai Pi Aur Sair Duniya Ki
Dekho Main Karke Aa Gaya Aa Gaya Aa Gaya
Main Sair Karke Aa Gaya
Do Ghunt Chai Pi Aur Sair Duniya Ki
Dekho Main Karke Aa Gaya Aa Gaya Aa Gaya
Main Sair Karke Aa Gaya

Duniya Hi Jannat Hai
Jannat Mein Kya Hoga
Dekhe Yaha Lakhon
Wahan To Ek Khuda Hoga
Aadam Hi Aadam Hai
Is Baat Mein Kaam Hai
Isko Banaya Kyu
Khuda Ko Bhi Ye Gam Hai
Apne Kiye Par Aap Hi Dekho Khuda Pachta Gaya
Pachta Gaya
Do Ghunt Chai Pi Aur Sair Duniya Ki
Dekho Main Karke Aa Gaya Aa Gaya Aa Gaya
Main Sair Karke Aa Gaya

Mahfil Ghadi Bhar Ki
Phir Bhi Suhani Hai
Kitni Hasin Kitni Jawan
Mana Ke Funny Hai
Apni Adaa Se Ji Jab Tak Hai Dum Baaki
Tu Aap Hi Paimana Ban Aur Aap Hi Saaqi
Zinda Wo Duniya Me Raha Duniya Ko Jo Thukra Gaya
Thukra Gaya
Do Ghunt Chai Pi
Aur Sair Duniya Ki
Dekho Main Karke Aa Gaya Aa Gaya Aa Gaya
Main Sair Karke Aa Gaya

Yaaron Idhar Aao Mujhse Na Ghabrao
Mujhko Khila Sakte Nahin To Mujhse Kuch Khao
Khane Khialane Se Kuchh Kam Nahi Hota
Apne Agar Kha Jaye To Kuchh Gam Nahi Hota
Khakar Akele Raat Din Mera To Dil Ghabra Gaya
Ghabra Gaya
Do Ghunt Chai Pi Aur Sair Duniya Ki
Dekho Main Karke Aa Gaya Aa Gaya Aa Gaya
Main Sair Karke Aa Gaya

Share your thoughts

Do ghoont chai pee mohammed rafi, Mohammed rafi do ghoot chai pee, Do ghoot chai pee sanjog, Do ghoont maine pee, Mohammed rafi songs, Mohammed rafi ke gane, Mohammed rafi, Mohammed rafi hit collection, Do ghoont, Sanjog song, Sanjog movie songs, Sanjog movie songs 1961, Sanjog, Ghoot, Maine, Kaifi azmi, Panihaari, Do boond paani, Do ghut pila de sathiya, Dunyan, Purane gaane, Parveen sultana, Rajasthani folk, Evergreen hindi song, Best old hindi songs of all time