Diwali Ki Raat Piya Ghar Aane Wale Hai, Sajan Ghar Aane Wale Hai Song Lyrics from the movie/album Kanchan released in the year 2018 starring Jairaj, Suraiya. The song Diwali Ki Raat Piya Ghar Aane Wale Hai, Sajan Ghar Aane Wale Hai was sung by Suraiya. This movie/album was directed by Brij Sharma. The music was given by Husnlal Bhagatram. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Diwali Ki Raat Piya Ghar Aane Wale Hai, Sajan Ghar Aane Wale Hai Lyrics

Diwali Ki Rat Piya Ghar
Aane Wale Hai
Sajan Ghar Aane Wale Hai
Balam Ghar Aane Wale Hai
Diwali Ki Rat Piya Ghar
Aane Wale Hai
Sajan Ghar Aane Wale Hai
Balam Ghar Aane Wale Hai

Jhum Jhum Kar Diye Ki Bati
Mere Dil Ko Kare Ishara
Jhum Jhum Kar Diye Ki Bati
Mere Dil Ko Kare Ishara
Jan Gayi Mai Aane Wala
Hai Tera Sajan Pyara
Jan Gayi Mai Aane Wala
Hai Tera Sajan Pyara
Diwali Ki Rat Piya Ghar
Aane Wale Hai
Sajan Ghar Aane Wale Hai
Balam Ghar Aane Wale Hai

Jin Galiyo Se Aaye Balmva
Un Galiyo Me Nain Bichhau
Jin Galiyo Se Aaye Balmva
Un Galiyo Me Nain Bichhau
Kadam Kadam Par Aashao
Ke Dip Jalati Jau
Kadam Kadam Par Aashao
Ke Dip Jalati Jau
Diwali Ki Rat Piya Ghar
Aane Wale Hai
Sajan Ghar Aane Wale Hai
Balam Ghar Aane Wale Hai

Aaj Rat Aankho Aankho Me
Kah Dungi Sab Dil Ki Bate
Aaj Rat Aankho Aankho Me
Kah Dungi Sab Dil Ki Bate
Roz Roz Kab Aati Hai Ye
Madhur Milan Ki Rate
Roz Roz Kab Aati Hai Ye
Madhur Milan Ki Rate

Diwali Ki Rat Piya Ghar
Aane Wale Hai
Sajan Ghar Aane Wale Hai
Balam Ghar Aane Wale Hai
Diwali Ki Rat Piya Ghar
Aane Wale Hai
Sajan Ghar Aane Wale Hai
Balam Ghar Aane Wale Hai

Share your thoughts

Indal haran alha surjan chetan ke bhajan, Bhajan, Ram chale vanwas siya sang, Hemant chauhan super hit bhajan, Maiya ji ka bhakti bhajan, Saari duniya hai diwani radha rani aapki, Indal haran alha surjan chetan ki awaz mai, Hanuman bhajan, Gujarati bhajan, Indal haran alha surjan chetan ki awaz, Maiya ji ka bhajan, Shyam paliwal new bhajan 2015, Ram bhajan, Haryanvi kanwar bhajan, Shyam paliwal bhajan 2015, Gaane sune ansune, New latest haryanavi krishna bhajan 2021