Divaana Mujh Sa Nahi Iss Amber Ke Niche
Divaana Mujh Sa Nahi Iss Amber Ke Niche
Aage Hai Katil Mera Aur Mai Pichhe-pichhe
Divaana Mujh Sa Nahi Iss Amber Ke Niche
Aage Hai Katil Mera Aur Mai Pichhe-pichhe
Paaya Hai Dushman Ko Jab Se Pyaar Ke Kabil
Tab Se Yeh Aalam Hai Rasta Yaad Na Manjil
Nind Se Jaise Chalta Hai Koyi Chalna Yuhi Aankhe Miche
Divaana Mujh Sa Nahi Iss Amber Ke Niche
Aage Hai Katil Mera Aur Mai Pichhe-pichhe
Hamne Bhi Rakh Di Hai Kal Pe Kal Ki Baate
Hamne Bhi Rakh Di Hai Kal Pe Kal Ki Baate
Jivan Ka Haasil Hai Pal Do Pal Ki Baate
Do Hi Ghadi Ko Saath Rahega Karna Kya Hai Tanha Ji Ke
Divaana Mujh Sa Nahi Iss Amber Ke Niche
Aage Hai Katil Mera Aur Mai Pichhe-pichhe
Divaana Mujh Sa Nahi Iss Amber Ke Niche
Divaana Mujsha Nahee, Iss Amber Ke Niche Song Lyrics from the movie/album Teesri Manzil released in the year 2018 starring Shammi Kapoor, Asha Parekh. The song Divaana Mujsha Nahee, Iss Amber Ke Niche was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Vijay Anand. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts