Dil Wo Nagar Nahi Ke Jo Aabaad Ho Sake
Pachhtaoge Suno Ho
Ye Basti Ujaad Ke
Dil Sine Mein Aaina Tha
Aaine Mein Tum The
Dil Sine Mein Aaina Tha
Aaine Mein Tum The
Jab Tuta Ye Shisha To
Har Ek Tukde Mein Tum The
Dil Sine Mein Aaina Tha
Aaine Mein Tum The
Bichhade To Ujaalo Ki Tarah Fail Gaye Tum
Bichhade To Ujaalo Ki Tarah Fail Gaye Tum
Bichhade To Ujaalo Ki Tarah Fail Gaye Tum
Har Chehra Tumhara Tha
Har Ek Rishte Me Tum The
Jab Tuta Ye Shisha To
Har Ek Tukde Mein Tum The
Dil Sine Mein Aaina Tha
Aaine Mein Tum The
Har Jaam Pe Suraj Se Utarte Rahe Mujh Mein
Har Jaam Pe Suraj Se Utarte Rahe Mujh Mein
Har Jaam Pe Suraj Se Utarte Rahe Mujh Mein
Kal Raat Ko Shayad Mere Paimaane Mein Tum The
Jab Tuta Ye Shisha To
Har Ek Tukde Mein Tum The
Dil Sine Mein Aaina Tha
Aaine Mein Tum The
Aangan Ki Bhari Dhoop Thi Parchhai Tumhari
Aangan Ki Bhari Dhoop Thi Parchhai Tumhari
Aangan Ki Bhari Dhoop Thi Parchhai Tumhari
Ik Chaandani Iss Ghar Mein Thi
Jis Lamhe Mein Tum The
Jab Tuta Ye Shisha To
Har Ek Tukde Mein Tum The
Dil Sine Mein Aaina Tha
Aaine Mein Tum The
Aaine Mein Tum The
Aaine Mein Tum The
Aaine Mein Tum The
Dil Sine Mein Aayeena Tha Song Lyrics from the movie/album Khayaal - Vol 1 (Pankaj Udhas) released in the year 2018. The song Dil Sine Mein Aayeena Tha was sung by Pankaj Udhas. The lyrics were Penned by Zameer Kazmi
Share your thoughts