Dil Ka Guldasta Baho Ka Haar Song Lyrics from the movie/album Vachan (1974). The song Dil Ka Guldasta Baho Ka Haar was sung by Kishore Kumar, Sharda Rajan Iyengar. The music was given by Shankar-Jaikishan. The lyrics were Penned by Shaily Shailender

Dil Ka Guldasta Baho Ka Haar Lyrics

(Dil Ka Guldasta Baaho Ka Haar
Saath Me Isake Bahut Sa Pyar
Lekar Aaya Sarkar Kar Lijiye Swikar
Kar Lijiye Swikar) – (2)

Mana Ab Tak Hum The Kuch Majbur
Reh Ke Paas Bhi Hum The Kitni Door
Lekin Hum Tum Aakhir Mil Hi Gaye
Sapne Aakhir Phulo Se Khil Hi Gaye
Phulo Se Khil Hi Gaye – 2

Dil Ka Guldasta Baaho Ka Haar
Saath Me Isake Bahut Sa Pyar
Lekar Aaya Sarkar Kar Lijiye Swikar

(Ha Ha Hamane Kiya Swikar
Mere Yaar Mere Yaar) – (2)

Thande Mausam Me Aag Ye Kaisi Lagi Hay
Kaise Mod Pe Aa Gayi Zindgi Achha Ji
Bin Piye Aaj Ye Kya Hamako Ho Gaya Ho Ho
Pyar Ka Har Taraf Chhane Laga Hai Nasha Maar Dala
Chhane Laga Hai Nasha – 2
Dil Ka Guldasta Baaho Ka Haar
Saath Me Isake Bahut Sa Pyar
Lekar Aaya Sarkar Kar Lijiye Swikar
Ha Ha Kar To Liya Swikar
Mere Yaar Mere Yaar
Kar To Liya Swikar
Mere Yaar Mere Yaar

Khoye Ham Rahe In Gori Gori Banho Me
Reshami Julf Ki Pyari Pyari Chhav Me
Gam Bhi Koyi Aane Na Payega Jaha
Pyar Ki Bastiya Ham Basayenge Vaha
Ham Basayenge Vaha – 2
Are Dil Ka Guldasta Baaho Ka Haar
Saath Me Isake Bahut Sa Pyar
Lekar Aaya Sarkar Kar Lijiye Swikar

Ho Ho Hoto Gaya Swikar
Mere Yaar Mere Yaar
Hoto Gaya Swikar
Mere Yaar Mere Yaar – 2

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kishore, Jaikishan-vachan, Jaikishan, Kumar-shashi, Kapoor-shankar, Shankar, Mangeshkar, Asha, Suman, Mahendra, 1970s, Burman, Rajesh, Khanna, Ajayuv, Kl saigal, Rare hindi, Lata, Film, Songs, Mukesh, Amitabh, Mohd, Rafi, Sd, Hindi, The