Dil Ka Aawaarapan Ye Ajab Si Lagan
Leke Jaaye Na Jaane Kahan
Uski Pehli Nazar Kar Gayi Kya Asar
Usko Dekhu Main Dekhu Jahan
Dil Ka Aawaarapan Ye Ajab Si Lagan
Kaise Kahu Kitni Chanchal Hai Wo
Mere Hi Jaisi Paagal Hai Wo
Kaise Kahu Kitni Chanchal Hai Wo
Mere Hi Jaisi Paagal Hai Wo
Jaadu Chalaake Adaaon Se
Khushboo Lutaake Nigaahon Se
Khushboo Lutaake Nigaahon Se
Wo Chhup Gayi Hai Kidhar
Main To Shaam-o-saher
Usko Dhundhu Yahan Se Wahan
Uski Pehli Nazar Kar Gayi Kya Asar
Usko Dekhu Main Dekhu Jahan
Dil Ka Aawaarapan Ye Ajab Si Lagan
Yuhi Kabhi Paas Aa Jaati Hai
Main Kuch Kahoon To Sharmaati Hai
Yuhi Kabhi Paas Aa Jaati Hai
Main Kuch Kahoon To Sharmaati Hai
Har Ang Uska Mahekta Hai
Ye Dil To Dil Hai Bahekta Hai
Ye Dil To Dil Hai Bahekta Hai
Phir Yaad Wo Aa Gayi
Yu Bekhudi Chhaa Gayi
Jaan Lene Laga Ye Sama
Uski Pehli Nazar Kar Gayi Kya Asar
Usko Dekhu Main Dekhu Jahan
Dil Ka Aawaarapan Ye Ajab Si Lagan
Dil Ka Aawaarapan Song Lyrics from the movie/album Jaanam released in the year 2018 starring Rahul Roy, Pooja Bhatt. The song Dil Ka Aawaarapan was sung by Udit Narayan. This movie/album was directed by Vikram Bhatt
Share your thoughts