Dil Hai Zalim Nigaho Ka Mara
Dil Hai Zalim Nigaho Ka Mara
Bechara Jiya Jiya Diya Na Diya
Kya Bharosha Hai Bolo Tumhara
Kya Bharosha Hai Bolo Tumhara
Bechara Jiya Jiya Diya Na Diya
Tumse Mohabbat Hum Karte Hai
Dil Ki Tamnna Dil Karta Hai Tumse Mohabbat Hum Karte Hai
Dil Ki Tamnna Dil Karta Hai Dur Bade Na Muskil Hai
Ab Pas Aake Hi Ji Bharta Hai Jane Dunia Me Milna Hamara
Jane Dunia Me Milna Hamara Kya Bharosha Hai Bolo Tumhara
Bechara Jiya Jiya Diya Na Diya
Aaj To Hamko Tum Ji Bharke Apna Najara Kar Lene Do
Aaj To Hamko Tum Ji Bharke Apna Najara Kar Lene Do
Pal Do Pal Hi Armano Se Dil Ka Daman Bhar Lene Do
Kya Khabar Nam Tune Hamara Kya Khabar Nam Tune Hamara
Dobara Liya Liya Liya Liya Na Liya Dil Hai Zalim Nigaho Ka Mara
Bechara Jiya Jiya Diya Na Diya
Tum Ho Suraj Hai Hai Shabnam
Tum Sab Kuch Ho Kuch Bhi Nahi Hai Hum
Tum Ho Suraj Hai Hai Shabnam
Tum Sab Kuch Ho Kuch Bhi Nahi Hai Hum
Aaj Tumhare Samne Aake Jitni Khushi Hai Utna Hi Gum
Ye Khud Jane Hamne Tumhara Ye Khud Jane Hamne Tumhara
Najar Kiya Kiya Kiya Na Kiya Dil Hai Zalim Nigaho Ka Mara
Bechara Jiya Jiya Diya Na Diya Kya Bharosha Hai Bolo Tumhara
Bechara Jiya Jiya Diya Na Diya
Dil Hai Zaalim Nigaho Ka Mara Song Lyrics from the movie/album Awara Abdulla released in the year 2019 starring Dara Singh, Parveen Choudhary. The song Dil Hai Zaalim Nigaho Ka Mara was sung by Usha Mangeshkar, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Tara Harish. The music was given by N Datta. The lyrics were Penned by Asad Bhopali
Share your thoughts