Dil Abhee Bhara Nahee Song Lyrics from the movie/album Chehraa. The song Dil Abhee Bhara Nahee was sung by Jaspinder Narula, Shankar Mahadevan. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Sameer

Dil Abhee Bhara Nahee Lyrics

Usko Janey Naa Do, Jake Usse Kaho
Jaye Naa Ruthke, Chain Yu Lutake
Roko Usko Gherke, Jaye Naa Munh Pherke
Dil Abhee Bhara Nahee, Dil Abhee Bhara Nahee – (2)

Roko Naa Tum Mujhe, Hai Kasam Yeh Tujhe
Janey Do Tum Abhee, Aaungee Phir Kabhee
Samjhoge Naa Bebasee, Bologe Tum Toh Yahee
Dil Abhee Bhara Nahee, Dil Abhee Bhara Nahee – (2)

(Bato Se Divana, Divana Kartee Hai
Aankho Se Mastana, Mastana Kartee Hai) – (2)
Jagee Hai Soyee Hai, Mastee Me Khoyee Hai – (2)
Dekho Kya Lagatee Hai Woh Dilruba Dilruba
Usko Janey Naa Do, Jake Usse Kaho
Jaye Naa Ruthke, Chain Yu Lutake
Samjhoge Naa Bebasee, Bologe Tum Toh Yahee
Dil Abhee Bhara Nahee, Dil Abhee Bhara Nahee – (2)

(Chahat Me Kyun Aise Tum Aahe Bharte Ho
Chhodo Jee, Chhodo Jee Pagalpan Karte Ho) – (2)
Tum Toh Divane Ho, Bilkul Anjane Ho – (2)
Chhedo Naa Aise Mujhe Meree Jan, Roko Naa Tum
Naa Naa Naa Naa Naa………..

Usko Janey Naa Do, Jake Usse Kaho
Jaye Naa Ruthke, Chain Yu Lutake
Samjhoge Naa Bebasee, Bologe Tum Toh Yahee
Dil Abhee Bhara Nahee – (4)

Share your thoughts

Jaspinder narula songs, Shankar mahadevan, Shankaar mahadevan songs, Shankar mahadevan songs, Jaspinder narula, Mahadevan, Bechain mera yeh dil hai hindi lyrics, Bechain mera yeh dil hai english lyrics, Shankar, Lyrics of bechain mera yeh dil hai, Bechain mera yeh dil hai with lyrics, Bechain mera yeh dil hai song lyrics, Jaspinder, Jhankar gaane, Mere dil ne tujhe chaha (from shiva shakti), Oh gori tu chali khana, Jhankar music, Malik, Sabse dard bhara songs