Didi Tera Devar Deewana Song Lyrics from the movie/album Hum Aapke Hain Koun...! released in the year 2016 starring Salman Khan, Madhuri Dixit. The song Didi Tera Devar Deewana was sung by Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam. This movie/album was directed by Sooraj R. Barjatya. The music was given by Raamlaxman (Vijay Patil). The lyrics were Penned by Dev Kohli. The music rights for song purely belongs to Sa Re Ga Ma

Didi Tera Devar Deewana Lyrics

Didi Tera Devar Deewana
Didi Tera Devar Deewana
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana
Dhandha Hai Yeh Uska Puraana
Dhandha Hai Yeh Uska Puraana
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana

Main Boli Ke Laana Tu Imli Ka Daana,
Magar Woh Chuaare Le Aaya Deewana,
Main Boli Ke Machle Hai Dil Mera Haaye,
Woh Kharbuja Laaya Jo Neembu Mangaaye,
Pagla Hai Koi Usko Bataana
Pagla Hai Koi Usko Bataana
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana
Didi Tera Devar Deewana
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana

Main Boli Ke Laana Tu Mitti Pahaadi,
Magar Woh Bataashe Le Aaya Anaadi,
Main Boli Thi La Do Mujhe Tu Khataayi,
Woh Baazar Se Le Ke Aaya Mithaai,
Mushkil Hai Yoon Mujhko Phasaana
Mushkil Hai Yoon Mujhko Phasaana
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana
Didi Tera Devar Deewana
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana

Bhabhi Teri Behna Ko Maana
Bhabhi Teri Behna Ko Maana
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana
Rabba Mere Mujhko Bachaana
Rabba Mere Mujhko Bachaana
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana

Hukum Aapka Tha Jo Maine Na Maana,
Khatavaar Hoon Main Na Aaya Nibhaana,
Sazaa Jo Bhi Dogi Woh Manzoor Hogi,
Aji Meri Mushkil Tabhi Door Hogi,
Bandaa Hai Yeh Khudse Begaana
Bandaa Hai Yeh Khudse Begaana
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana.

Share your thoughts

Madhuri dixit songs, Madhuri dixit, Didi tera devar deewana, Hum aapke hain koun, Salman khan, Hum aapke hain koun songs, Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Didi tera devar deewana lyrics, Madhuri dixit song, Madhuri dixit movies, Hum aapke hain koun hindi movie, Salman khan songs, Hum aapke hain kaun songs, Hum aapke hain kaun, Didi tera devar deewana lyrical video, Didi tera devar deewana wedding dance performance, Didi tera devar deewana song