Dhup Men Nikalo Ghataaon Men Nahaa Kar Dekho Song Lyrics from the movie/album Best of Sajda (Jagjit Singh) released in the year 2018. The song Dhup Men Nikalo Ghataaon Men Nahaa Kar Dekho was sung by Jagjit Singh. The lyrics were Penned by Nida Fazli

Dhup Men Nikalo Ghataaon Men Nahaa Kar Dekho Lyrics

Dhup Me Niklo Ghataao Me Nahaakar Dekho
Dhup Me Niklo Ghataao Me Nahaakar Dekho
Zindagi Kya Hai Kitaabo Ko Hataakar Dekho
Zindagi Kya Hai Kitaabo Ko Hataakar Dekho

Vo Sitaara Chamakne Do Yun Hi Aankho Me
Vo Sitaara Chamakne Do Yun Hi Aankho Me
Kya Zaruri Hai Use Jism Banaakar Dekho
Kya Zaruri Hai Use Jism Banaakar Dekho

Pattharo Me Bhi Zubaa Hoti Hai
Dil Hote Hai
Pattharo Me Bhi Zubaa Hoti Hai
Dil Hote Hai
Apne Ghar Ke Dar-o-divaar Sajaakar Dekho
Apne Ghar Ke Dar-o-divaar Sajaakar Dekho

Faasala Nazaro Ka Dhokhaa Bhi To Ho Saktaa Hai
Faasala Nazaro Ka Dhokhaa Bhi To Ho Saktaa Hai
Vo Mile Ya Na Mile Haath Badhaakar Dekho
Vo Mile Ya Na Mile Haath Badhaakar Dekho
Dhup Me Niklo Ghataao Me Nahaakar Dekho
Zindagi Kya Hai Kitaabo Ko Hataakar Dekho

Share your thoughts

Niklo, Dhoop, Me