Dekho Qasam Se Qasam Se
Kahte Hai Tumse Haan
Tum Bhi Jaloge Haath Maloge
Ruth Ke Hamse Haan
Dekho Qasam Se Qasam Se
Kahte Hai Tumse Haan
Tum Bhi Jaloge Haath Maloge
Ruth Ke Hamse Haan
Raat Hai Divaani
Mast Hai Fizaaye
Raat Hai Divaani
Mast Hai Fizaaye
Chaadani Suhaani
Sard Hai Havaaye
Hum Bhi Akele Tum Bhi Akele
Kahte Hai Tumse Haan
Tum Bhi Jaloge Haath Maloge
Ruth Ke Hamse Haan
Dekho Qasam Se Qasam Se
Kahte Hai Tumse Haan
Tum Bhi Jaloge Haath Maloge
Ruth Ke Hamse Haan
Jaate Ho To Jaao Chal Diye Ji Hum Bhi
Jaate Ho To Jaao Chal Diye Ji Hum Bhi
Aap Aao Ya Na Aao Ab Nahi Hai Gam Bhi
Hum Bhi Akele Tum Bhi Akele
Kahte Hai Tumse Haan
Tum Bhi Jaloge Haath Maloge
Ruth Ke Hamse Haan
Dekho Qasam Se Qasam Se
Kahte Hai Tumse Haan
Tum Bhi Jaloge Haath Maloge
Ruth Ke Hamse Haan
Kya Lagaayi Tumne Ye Qasam Qasam Se
Kya Lagaayi Tumne Ye Qasam Qasam Se
Lo Thahar Gaye Ham
Kuchh Kaho Bhi Ham Se
Tanke Na Chaliye Banke Na Chaliye
Kahte Hai Tumse Haan
Tum Bhi Jaloge Haath Maloge
Ruth Ke Hamse Haan
Dekho Qasam Se Qasam Se
Kahte Hai Tumse Haan
Tum Bhi Jaloge Haath Maloge
Ruth Ke Hamse Haan
Dekho Qasam Se, Dekho Qasam Se, Kahate Hain Tumase Haan Song Lyrics from the movie/album Tumsa Nahin Dekha released in the year 2018 starring Shammi Kapoor, Ameeta. The song Dekho Qasam Se, Dekho Qasam Se, Kahate Hain Tumase Haan was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Nasir Hussain. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts