Dekho Hum Dono Ki Yaari Song Lyrics from the movie/album Double Cross (1973). The song Dekho Hum Dono Ki Yaari was sung by Bhupinder Singh, Kishore Kumar. The music was given by R D Burman

Dekho Hum Dono Ki Yaari Lyrics

Dekho Hum Dono Ki Yaari Kya Kehana, Jivan Se Bhi Pyaari Kya Kehana

(Dekho Hum Dono Ki Yaari Kya Kehana, Jivan Se Bhi Pyaari Kya Kehana
Jite Marate Sang Rehana) – (2)
Dekho Hum Dono Ki Yaari Kya Kehana

Jag Mein Jag Se Hai Hum Matwaale, Ek Jigar Hai Ek Dilwaale
Do Hai Naam Toh Kya, Do Hai Kaam Toh Kya
Jab Tak Tu Hai Meri Raahon Mein, Tra Hi Pal Hai Inn Baahon Mein
Chhute Bhi Jo Yeh Haath Tute Na Apana Saath
Dekho Hum Dono Ki Yaari Kya Kehana, Jivan Se Bhi Pyaari Kya Kehana
Jite Marate Sang Rehana
Dekho Hum Dono Ki Yaari Kya Kehana

Yeh Jo Khushiya Hai Mere Mann Mein, Bhar Dunga Main Tere Daaman Mein
Sada Jahaan Jaaye Tu, Koyi Ghum Na Paaye Tu
Abb Toh Yahi Hai Mera Sapana, Tera Jina Hai Jina Apana
Jahaaan Pe Thes Khaaye Tu Bahe Wahaan Mera Lahu
(Dekho Hum Dono Ki Yaari Kya Kehana, Jivan Se Bhi Pyaari Kya Kehana
Jite Marate Sang Rehana) – (2)

Share your thoughts

Kishore kumar, Double cross, A tribute to kishore kumar, Kishor kumar, Kishore, Dekho ham donon ki yaari transicord, Kishore kumar romantic songs, Rahul dev burman, Kishore kumar and lata hit songs, Kishore kumar old songs, Kishore kumar song, Kishore songs, Kishore kumar hit songs, Kishore kumar sad songs, Best of kishore kumar songs, Dekho hum dono ki yaari kya kehna, Kishore kumar (musical artist), Kishore kumar ke gane, Bhupinder singh, Bhupinder singh (composer)