Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana Song Lyrics from the movie/album Ghar Aakir Ghar Hai released in the year 2016 starring Javed Khan, Neelam Mehra. The song Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana was sung by Shabbir Kumar. This movie/album was directed by Pawan Kumar. The music was given by Roshanlal Nagrath (Roshan). The lyrics were Penned by B.S. Mahalwai. The music rights for song purely belongs to T-Series

Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana Lyrics

Waqt Ki Aandhi Ke Aage
Jhukte Takhto Taz
Waqt Hansaye Waqt Rulaye
Sab Kuch Waqt Ke Hath

Dekho Aaya Hain
O Dekho Aaya Hain
Kaisa Zamana
Bhai Bhai Mein
Raha Na Aaj Pyar
Dekho Aaya Hain
O Dekho Aaya Hain
Kaisa Zamana
Bhai Bhai Mein Raha
Na Aaj Pyar
Dekho Aaya Hain
Kaisa Zamana

Kitne Armano Se Tune
Tha Ye Mahal Banaya
Tha Ye Mahal Banaya
Jisko Apna Samjha Wohi
Kam Na Tere Aaya
Kam Na Tere Aaya
Bikhar Gaye The Sare Sapne
Ujad Gaya Gharbar Tera
Ujad Gaya Gharbar Tera
Dekho Aaya Hain
O Dekho Aaya Hain
Kaisa Zamana
Bhai Bhai Mein
Raha Na Aaj Pyar
Dekho Aaya Hain
Kaisa Zamana

Jis Bagiya Ko Sincha Tune
Karta Tha Rakhwali
Karta Tha Rakhwali
Aaj Tere Hi Samne Uski
Bikhri Dali Dali
Bikhri Dali Dali
Patjhad Aaya Roye Bulbul
Phool Bhi Huya Gham Sa
Phool Bhi Huya Gham Sa Rai Malik
Dekho Aaya Hain
O Dekho Aaya Hain
Kaisa Zamana
Bhai Bhai Mein Raha
Na Aaj Pyar
Dekho Aaya Hain
Kaisa Zamana

Ab Kahe Pachhtaye Hey Tu
Karta Tha Mera Mera
Karta Tha Mera Mera
Uth Gaya Dana Pani Re
Panchhi Kar Le Kahi Basera
Kar Le Kahi Basera
Is Duniya Mein Kon Hain Kiska
Sab Riste Bekar
Riste Bekar Yaha To
Dekho Aaya Hain,
O Dekho Aaya Hain
Kaisa Zamana
Bhai Bhai Mein
Raha Na Aaj Pyar
Dekho Aaya Hain
Kaisa Zamana.

Share your thoughts

No Keywords