Deewano Ko Pata Hai Ye Ishq To Nasha Hai
Milti Hai Bechaini Isme
Din Katta Na Mere Yaar
Tere Bina Ek Pal Na Rahna
Kahta Hai Dil Baar Baar
Tu Hai Meri Aakhri Tamanna
Tu Hai Mera Pahla Pyaar
Deewano Ko Pata Hai
Ek Madhoshi Shaam-o-shahar Hai
Teri Mohabbat Ka Ye Asar Hai
Yaad Teri Aati Hai Tanhaayi Gaati Hai
Ye Bekhudi Koi Jaane Na
Tere Bina Ek Pal Na Rahna
Kahta Hai Dil Baar Baar
Tu Hai Meri Aakhri Tamanna
Tu Hai Mera Pahla Pyaar
Deewano Ko Pata Hai
Khushbu Teri Hai In Saanso Mein
Sapne Tere Hai In Aankhon Mein
Rang Tera Chalka Hai
Hosh Nahin Kal Ka Hai
Maane Koi Chaahe Maane Na
Tere Bina Ek Pal Na Rahna
Kahta Hai Dil Baar Baar
Tu Hai Meri Aakhri Tamanna
Tu Hai Mera Pahla Pyaar
Deewano Ko Pata Hai Ye Ishq To Nasha Hai
Milti Hai Bechaini Isme
Din Katta Na Mere Yaar
Tere Bina Ek Pal Na Rahna
Kahta Hai Dil Baar Baar
Tu Hai Meri Aakhri Tamanna
Tu Hai Mera Pahla Pyaar
Deewano Ko Pata Hai
Deewano Ko Pata Hai Song Lyrics from the movie/album Kehtaa Hai Dil Baar Baar released in the year 2018 starring Paresh Rawal, Jimmy Sheirgill. The song Deewano Ko Pata Hai was sung by Udit Narayan, Sadhana Sargam. This movie/album was directed by Rahul Dholakia. The music was given by Jatin Lalit. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts