Chup Chup Apni Jaan Pe Song Lyrics from the movie/album Jeeo Aur Jeene Do released in the year 2016 starring Jeetendra, Reena Roy. The song Chup Chup Apni Jaan Pe was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Shyam Ralhan. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Verma Malik. The music rights for song purely belongs to Saregama

Chup Chup Apni Jaan Pe Lyrics

Chup Chup Apni Jaan Pe
Sah Ja Duniya Ka Anyay
Koi Nahi Is Dharti Par
Jo Tera Dard Bataye

Sita Ke Liye Likha Hai Yahi
Har Yug Me Agni Pariksha De
Sita Ke Liye Likha Hai Yahi
Har Yug Me Agni Pariksha De
Dukh Sah Ke Bhi Mukh Se Kuch Na Kahe
Man Ko Dhiraj Ki Siksha De
Sita Ke Liye Likha Hai Yahi

Gairo Ke Kadwe Bol Sune
Apno Ka Atyachar Sahe
Gairo Ke Kadwe Bol Sune
Apno Ka Atyachar Sahe
Jis Ram Ke Sang Ban Ban Bhatke
Us Ram Ke Bhi Dutkar Sune
Dharti Me Shamane Se Pahle
Dharti Me Shamane Se Pahle
Dharti Ki Tarah Har Bar Sahe
Sita Ke Liye Likha Hai Yahi

Purusho Ki Banai Duniya Me
Kya Ik Nari Ka Man Na Bache
Purusho Ki Banai Duniya Me
Kya Ik Nari Ka Man Na Bache
Jis Jahar Se Ram Ka Man Na Bacha
Us Jahar Se Kya Insan Bache
Jo Reet Yugo Se Jari Hai
Jo Reet Yugo Se Jari Hai
Us Reet Se Kaise Jaan Bache
Sita Ke Liye Likha Hai Yahi

Is Andhi Bahari Nagri Me
Jab Jab Sita Ko Aana Hai
Is Andhi Bahari Nagri Me
Jab Jab Sita Ko Aana Hai
Jite Ji Kasht Uthana
Marne Pe Sati Kahlana Hai
Marne Pe Sati Kahlana Hai
Itihas Ke Panno Ko Sadiyo
Itihas Ke Panno Ko Sadiyo
Yuhi Ye Katha Dohrana Hai

Sita Ke Liye Likha Hai Yahi
Har Yug Me Agni Pariksha De
Dukh Sah Ke Bhi Mukh Se Kuch Na Kahe
Man Ko Dhiraj Ki Siksha De
Sita Ke Liye Likha Hai Yahi

Share your thoughts

Your Commento.io account has been suspended. Go to the Commento dashboard to resolve this.
Laxmikant pyarelal, Laxmikant shantaram kudalkar, Reena roy, Tere sang pyaar mai nahee todana lyrics, Jeetendra, Leena chandavarkar, Likhne wale ne likh dale lyrics, Lyrics of likhne wale ne likh dale, Likhne wale ne likh dale song lyrics, Arpan movie lyrics, Hindi song lyrics, Laxmikant–pyarelal, Tere sang pyaar mai nahee todana, Narendra chanchal, Sangeeta bijlani shakti kapoor movie, Qatil aditya pancholi sangeeta bijlani, Narendra bedi, Tere sang yaara