Chhun Chhun Ghungharavaa, Ye Raat Phir Na Aayegi Song Lyrics from the movie/album Mahal released in the year 2018 starring Ashok Kumar, Madhubala. The song Chhun Chhun Ghungharavaa, Ye Raat Phir Na Aayegi was sung by Rajkumari, Zohrabai Ambalewali. This movie/album was directed by Kamal Amrohi. The music was given by Khemchand Prakash. The lyrics were Penned by Nakhshab Jaaravchi

Chhun Chhun Ghungharavaa, Ye Raat Phir Na Aayegi Lyrics

Chhun Chhun Ghungharva
Baaje Chhun
Kaha Hai Dhyaan Kiski Dhun
Nazar Mila Ke Baat Sun
Ye Raat Phir Na Aayeygi
Ye Raat Phir Na Aayeygi
Javaani Bit Jaayeygi
Javaani Bit Jaayeygi
Ye Raat Phir Na Aayeygi
Javaani Bit Jaayeygi
Javaani Bit Jaayeygi

Ye Mast Raat Be Piye
Nashe Me Jhumati Huyi
Ye Mast Raat Be Piye
Nashe Me Jhumati Huyi
Nazar Ko Chhedti Huyi
Dilo Ko Chumati Huyi
Nazar Ko Chhedti Huyi
Dilo Ko Chumati Huyi
Yu Hi Guzar Gayi Agar
Khatak Rahegi Umr Bhar
Hazaar Chaahoge Magar
Chaahoge Magar
Ye Raat Phir Na Aayeygi
Ye Raat Phir Na Aayeygi
Javaani Bit Jaayeygi
Javaani Bit Jaayeygi
Ye Raat Phir Na Aayeygi
Javaani Bit Jaayeygi
Javaani Bit Jaayeygi

Javaani Ga Rahi Hai Dil Ki Dhadkano Ke Saaz Par
Javaani Ga Rahi Hai Dil Ki Dhadkano Ke Saaz Par
Chalo Kahi Bhi Le Chalo Hamara Haath Thaam Kar
Chalo Kahi Bhi Le Chalo Hamara Haath Thaam Kar
Kaha Ki Fikr
Kaisa Gam
Hamara Jo Hai Uske Ham
Tumhari Jaan Ki Qasam
Ye Raat Phir Na Aayeygi
Ye Raat Phir Na Aayeygi
Javaani Bit Jaayeygi
Javaani Bit Jaayeygi
Ye Raat Phir Na Aayeygi
Javaani Bit Jaayeygi
Javaani Bit Jaayeygi

Share your thoughts

Khemchand prakash rajkumari zohrabai ambalewali classic hindi soundtracks, Chhun chhun ghungharavaa, Vol. 53 chhun chhun ghungharavaa, Ye raat phir na aayegi (from ''mahal''), Rajkumari, Zohrabai, Lyricist: sahir ludhianvi, Mahal, Mahal 1949, Mahal (1949), Leena chandavarkar, Main chup rahungi (1961), Brahmachari, Lata mangeshkar, Ashok kumar, Film cast: dharmendra, Singer: kishore kumar, Main nashe mein hoon (1959), Madhubala, Mai baap (1957), Sharmila tagore