Chhoo Le Aasmaan Song Lyrics from the movie/album Aasama. The song Chhoo Le Aasmaan was sung by KK, Mahalaxmi Iyer, Shaan. The music was given by Afsar

Chhoo Le Aasmaan Lyrics

(Chalti Hai Rukti Hai Tham Jaati Hai Ye Zindagi
Kehti Hai Sunti Hai Samjhaati Hai Ye Zindagi) – 2
Lamha Lamha Iska, Har Pal Ye Kehta Hai
Jagjaa Re Jagjaa Re Bande…
Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan, Vooo..
Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan…

(Rukh Apna Mod Le Jab Hum Chale Lehrein Sabhi
Kadmon Pe Aa Gire Sajdaa Kare Har Ek Khushi) – 2
Mere Naye Khwaab Kuch, Khil Gaye Aankhon Mein
Din Naya.. Shab Nayi Rang Naye Baaton Mein
Saagar Bhi Baahon Mein Ab Likhni Hai Nayi Ibaadat
Aana Hai Tujhe Mere Sang Aa…
Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan, Vooo..
Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan….

(Anjaane Raaste Hum Paar Ho Pal Bhar Mein Hi
Faslein Ummeed Ki Kaatenge Hum Koshish Se Hi) – 2
Yeh Junoon Josh Ye, Kam Naa Ho Ga Kabhi
Hauslaa Chhodna Aadaton Mein Nahi
Deewaanapan Ye Apna, Hain Sabse Judaa Jahaan Mein
Aana Hai To Chal Mere Sang Aa…
Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan Chhoo Le Aasmaan, Vooo..
Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan Chhoo Le Aasmaan…

(Chalti Hai Rukti Hai Tham Jaati Hai Ye Zindagi
Kehti Hai Sunti Hai Samjhaati Hai Ye Zindagi)- 2
Lamha Lamha Iska, Har Pal Ye Kehta Hai
Jagjaa Re Jagjaa Re Bande…
Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan Chhoo Le Aasmaan, Vooo..
Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan Chhoo Le Aasmaan….
(Chhoo Le Aasmaan, Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan) – 2

Share your thoughts

Mahalaxmi iyer songs, Mahalaxmi, Fanaa songs lyrics, Sun saathiya mahiya lyrics, Mere hath me tera hath ho lyrics, Fanaa song lyrics, Chanda chamke full song lyrics, Mere haath mein lyrics, Tare asmaan ke dharti pe, Dekho na lyrics, Ishq bina taal lyrics, Raja hasan, Ishq bina lyrics, Jai ho song lyrics, Aasma, Hasan, Shaan, Varun dhawan, Bhalobasa aalo aasha hero, Hamaar deshwa mahan, Mahalakshmi iyer, Hamar deshwa mahan, Bhalobasa aalo aasha song her