Chehra Apna Dekhte Hai Aaine Me Woh Woh Song Lyrics from the movie/album Chehraa. The song Chehra Apna Dekhte Hai Aaine Me Woh Woh was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Sameer

Chehra Apna Dekhte Hai Aaine Me Woh Woh Lyrics

Chehra Apna Dekhte Hai Aaine Me Woh Woh – (2)
Aur Yeh Bhee Dekhte Hai, Koyee Dekhta Naa Ho – (2)

Apnee Duwa Me Sirf Mujhko Mangte Hai Woh Woh – (2)
Aur Yeh Bhee Mangte Hai, Koyee Mangta Naa Ho – (2)

Gore Badan Se Unka Aanchal Jara Sa Dhalka
Jaga Mere Sine Me Koyee Dard Halka Halka
Mujhko Pata Hai Mujhse Woh Pyar Kar Rahe Hai
Phir Bhee Naa Janey Kyun Kehne Se Darr Rahe Hai

Har Lamha Mere Bare Me Sochte Hai Woh, Woh – (2)
Aur Yeh Bhee Sochte Hai, Koyee Sochta Naa Ho – (2)
Khamosh Hai Juban Lekin Aankhe Boltee Hai
Dhadkan Me Jo Hai Chhupa Woh Rajh Kholti Hai
Unkee Isi Ada Ne Divana Mujhe Kar Diya Hai
Sare Jahan Se Begana Dekho Kar Diya Hai

Bas Mujhko Dilojan Se Abb Chahte Hai Woh Woh – (2)
Aur Yeh Bhee Chahte Hai, Koyee Chahta Naa Ho – (2)
Chehra Apna Dekhte Hai Aaine Me Woh Woh – (2)
Aur Yeh Bhee Dekhte Hai, Koyee Dekhta Naa Ho – (2)

Share your thoughts

Alka yagnik, Kumar sanu, Kiska chehra jagjit singh alka yagnik, Kiska chehra jagjit singh lyrics, Chehra, Kiska chehra ab main dekhu tera chehra dekh kar, Alka yagnik and kumar sanu, Shreya yeh aaina lyrics, Yeh aaina lyrics, Kiska chehra ab main dekhu, Kabir singh yeh aaina lyrics, Alka yagnik songs, Music video with lyrics, Alka yagnik hits, Kabhi kabhi koi chehra, Alka yagnik (singer), Kabhi kabhi koi chehra song, Kumar, Kiska chehra jagjit singh