Chanda Ki Doli Mein, Pariyon Ki Jholi Mein Song Lyrics from the movie/album Chanda Ki Doli. The song Chanda Ki Doli Mein, Pariyon Ki Jholi Mein was sung by Sonu Nigam

Chanda Ki Doli Mein, Pariyon Ki Jholi Mein Lyrics

Chanda Kee Dolee Me Pariyo Kee Jholee Me, Shehjadee Aayee Meree
Chanda Kee Dolee Me Pariyo Kee Jholee Me, Khushiya Woh Layee Meree
Palko Key Dar Se Woh Aankho Key Ghar Me Rahe, Khwabo Ko Sach Hone Dey – (2)
Har Ek Duwa Me Usko Hee Manga Sada, Woh Bhee Mujhe Mang Ley
Chanda Kee Dolee Me, Pariyo Kee Jholee Me, Shehjadee Aayee Meree O O O O…..

Aane Se Uske Yaha Mehka Hain Sara Sama
Usko Toh Sajda Kare Abb Yeh Jamin Aasman
Mujhe Hain Yakin Itna Hasin Maine Kahee Dekha Nahee
Sun Ley Jara Too Yeh Iltejah Hain Khuda, Woh Kash Mujhko Mile
Chanda Kee Dolee Me, Pariyo Kee Jholee Me, Shehjadee Aayee Meree O O O O…..

Khwabo Khwabo Kaa Aao Ek Ghar Banaye, Harsu Jaha Ham Mohabbat Sajaye
Subah Sham Ho Jaa Dilkashee Rat Mile Shabnamee
Ek Chand Jaise Taro Key Dil Me Pane, Yeh Pyar Aaise Khile
Chanda Kee Dolee Me, Pariyo Kee Jholee Me, Shehjadee Aayee Meree O O O O…..

Share your thoughts

Sonu nigam chanda ki doli, Chanda ki doli sonu nigam, Chanda ki doli, Chanda ki doli mein, Chanda ki doli | sonu nigam | full album | hit songs, Chanda, Chanda ki doli mai (chanda ki doli) (musical recording), Chanda ki doli full song, Sonu nigam songs, Lyrics, Chanda ki doli me, Songs of sonu nigam, Sonu nigam, Chanda ki doli mein sonu nigam 8d audio, Sonu nigam hits, Sonu nigam movies, Live sing sonu nigam chanda ki doli me