Chanchal Nayana Tumhaare Song Lyrics from the movie/album Pehli Nazar Mein (1996). The song Chanchal Nayana Tumhaare was sung by Anuradha Paudwal, M M Kreem. The music was given by M M Kreem

Chanchal Nayana Tumhaare Lyrics

Chanchal Nayana Tumhaare, Chanchal Mann Bhi Hamaara – (2)
Chit Ko Churaakar Le Nahi Jaaye Gori Yeh Roop Tumhaara
Pyaasa Yauvan Hamaara, Mithi Baatein Tumhaari – (2)
Nindein Udaakar Le Nahi Jaaye, Saajan Yeh Pyaar Tumhaara
Chanchal Nayana Tumhaare, Chanchal Mann Bhi Hamaara

(Tum Aao Toh Main Sola Singaar Kar Lu
Tum Aao Toh Main Pyaar Ka Ijhhaar Kar Lu) – (2)
Ijhhaar Kar Lu, Ijhhaar Kar Lu
Baanki Chitvan Tumhaari, Suni Raatein Hamaari – (2)
Nindein Udaakar Le Nahi Jaaye Saajan Yeh Pyaar Tumhaara
Pyaasa Yauvan Hamaara, Mithi Baatein Tumhaari

(Haathon Mein Mere Jabse Tra Haath Aa Gaya
Baahon Mein Apane Saara Jahaan Sama Gaya) – (2)
Jahaan Sama Gaya, Jahaan Sama Gaya
Chanchal Nayana Tumhaare, Chanchal Mann Bhi Hamaara
Chit Ko Churaakar Le Nahi Jaaye Gori Yeh Roop Tumhaara
Chanchal Nayana Tumhaare, Chanchal Mann Bhi Hamaara

(Kitane Dino Se Yeh Milan Ki Raat Aayi Hai
Khushiyaan Hajaar Leke Apane Saath Aayi Hai) – (2)
Apane Saath Aayi Hai, Apane Saath Aayi Hai
Chanchal Nayana Tumhaare, Chanchal Mann Bhi Hamaara
Pyaasa Yauvan Hamaara, Mithi Baatein Tumhaari
Chit Ko Churaakar Le Nahi Jaaye Gori Yeh Roop Tumhaara
Pyaasa Yauvan Hamaara, Mithi Baatein Tumhaari
Mm Hmm Hmm Hmm Hmm…

Share your thoughts

Anuradha paudwal, Pehli nazar mein, M.m. kareem, Anuradha, Kreem, Paudwal, Anuradha paudwal album songs, Kareem, Chanchal naina tumhare, Anuradha paudwal hit songs, Anuradha paudwal old songs, M.m. kreem, Chanchal nayan chupaye nahi chupte, Nazar, Pehli nazar mein dil, Pehli, Chanchal, M m kreem hindi songs, Hum hain tumhare 1992., Lyrics, Nazar milate ghabrate ho, M m kreem songs, M.m. kreem old songs, Kavita paudwal, Uljhan (original motion picture soundtrack)