Chhalak Rahi Bunde Mitwa
Prem Ras Pee Le Re
Prem Ras Pee Le
Chhalak Rahi Bunde Mitwa
Prem Ras Pee Le Re
Prem Ras Pee Le
Chhalak Rahi Bunde Mitwa
Prem Rang Saancha Re Aur Rangat Aaye
Prem Rang Saancha Re Aur Rangat Aaye
Pram Nagri Madira Bhari
Chhalak Rahi Bunde
Man To Kahe Chal Desh Piya Ke
Nain Kahe Anjan Dagar Hain
Yowan Kahe Hame Dar Naahi
Pag Bolega Kaanto Ka Safar Hain
Neet Aasha Ke Deep Jalau
Dhiraj De Man Ko Samjhau
Virhi Man Mane Na Manaye
Lakh Kahu Abhi Bali Umar Hain
Chhalak Rahi Bunde
Prem Ghat Madhu Se Bhare
Chalat Chhalke Haye Re
Prem Ghat Madhu Se Bhare
Chalat Chhalke Haye Re
Sajan Chhaliye Kaahe Na Peeye
Chhalak Rahi Bunde
Mitwa Prem Ras Pee Le Re
Mitwa Prem Ras Pee Le
Chhalak Rahi Bunde
Chhalak Rahi Bunde
Chhalak Rahi Bunde
Chhalak Rahi Bunde
Chalak Rahi Boonde Mitwa Prem Ras Pee Le Song Lyrics from the movie/album Maya Machhindar released in the year 2018 starring Abhi Bhattacharya, Kanan Kaushal. The song Chalak Rahi Boonde Mitwa Prem Ras Pee Le was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by S N Tripathi, Babubhai Mistri. The music was given by Govind Naresh. The lyrics were Penned by Madan Bharti
Share your thoughts