Chain Aur Sukun Khone Laga Song Lyrics from the movie/album Prashant Tamang - Dhanyavad released in the year 2018. The song Chain Aur Sukun Khone Laga was sung by Prashant Tamang

Chain Aur Sukun Khone Laga Lyrics

Chain Aur Sukun Khone Laga
Yeh Kya Mujhe Hone Laga
Pehali Dafa Machala Hai Dil
Dil Se Baahar Nikla Hai Dil
Betaab Hu Meheb Khaab Hu
Chain Aur Sukun Khone Laga
Yeh Kya Mujhe Hone Laga

Kuchh Aa Raha Hai
Kuchh Jaa Raha Hai
Aata Jaata Har Pal Tadpa Raha Hai
Aawaaraapan Woh
Divaanaapan Woh
Yaad Aa Raha Hai Mastaanapan Woh
Chain Aur Sukun Khone Laga
Yeh Kya Mujhe Hone Laga
Pehali Dafa Machala Hai Dil
Dil Se Bahar Nikla Hai Dil

Aati Hawaaye Deke Sadaaye
Kehati Hai Gujare Lamhe Bhulaaye
Hai Aaj Me Hi Har Khab Kal Ke
Yu Aaj Ko Bhi Chhod A Naa Jaaye
Chain Aur Sukun Khone Laga
Yeh Kya Mujhe Hone Laga
Betaab Hu Meheb Khaab Hu
Chain Aur Sukun Khone Laga
Yeh Kya Mujhe Hone Laga

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Prashant, Tamang, Dhanyavad, Chain, Sukun, Indian idol 3 contestants, Udit narayan on indian idol, Alisha chinai on indian idol, Singing reality show, Indian idol new season, Indian idol singing competition, Indian idol season 3, Anu malik indian idol, Indian reality shows, Indian idol season 3 on set, Emon chatterjee indian idol, Latest nepali song download, Indian idol season 3 audition, Free pop nepali song download, Indian idol season 3 auditions, Songsnepal