Dil Dil Nahin Raha Mera
Teri Chahat Mein
Dil Dil Nahin Raha Mera
Teri Chahat Mein
Main Ho Gaya Hu Deewana
Teri Chahat Mein
Taare Ginta Rahta Hu
Chandani Raato Mein
Main Ho Gaya Hu Deewana
Teri Chahat Mein
Barso Se Sath Tha Mere
Par Mera Nahin Hua
Barso Se Sath Tha Mere
Par Mera Nahin Hua
Jaane Kya Baat Hai Tujhme
Jab Tune Ise Chhua
Dil Pal Mein Ho Gaya Tera
Teri Chahat Mein
Main Ho Gaya Hu Deewana
Teri Chahat Mein
Mane Na Koi Kahna Mera
Khud Mera Hai Magan
Mane Na Koi Kahna Mera
Khud Mera Hai Magan
Bas Mein Na Aaye Mere
Chahe Jitne Karu Jatan
Ye Chain Kho Gaya Mera Teri Chahat Mein
Main Ho Gaya Hu Deewana
Teri Chahat Mein
Tum Dur Ho To Dekho
Sara Aalam Udas Hain
Tum Dur Ho To Dekho
Sara Aalam Udas Hain
Najdik Aa Bhi Jaao
Mujhko Milne Ki Aas Hain
Dil Udas Hai O Jana
Dil Udas Hai O Jana
Teri Chahat Mein
Main Ho Gaya Hu Deewana
Teri Chahat Mein
Dil Dil Nahin Raha Mera
Teri Chahat Mein
Dil Dil Nahin Raha Mera
Teri Chahat Mein
Main Ho Gaya Hu Deewana
Teri Chahat Mein
Chahat Me Song Lyrics from the movie/album Chahat (Harry Anand) released in the year 2018. The song Chahat Me was sung by Harry Anand. The music was given by Harry Anand, Vipin Anand. The lyrics were Penned by Vicky Nagar
Share your thoughts