Chaasni Si Baat Teri
Barfi Ke Jaise Jiya
Chaasni Si Baat Teri
Barfi Ke Jaise Jiya
Aankhon Mein Thoda Namak
Angoori Tera Nasha
Pyaas Hai Saanson Mein
Sharbat Si Teri Adaa
Pyaas Hai Saanson Mein
Sharbat Si Teri Adaa
Dekhun Tujhe Toh Bhulun Jahan
Haye Haye…
Amrit Sa Mera Piya
O, Ye Tune Kya Kya Kar Diya
O O..ye Tune Kya Kya Kar Diya
Teekhi Nazar Hai Aachaar Si
Aansu Hai Jaise Zehar
O Baahon Mein Hai Misri Ghuli
Honth Hai Jaise Shehad
Pyaas Hai Saanson Mein
Sharbat Si Teri Adaa
Pyaas Hai Saanson Mein
Sharbat Si Teri Adaa
Dekhun Tujhe Toh Bhulun Jahan
Haye Haye…
Amrit Sa Mera Piya
O, Ye Tune Kya Kya Kar Diya
O O..ye Tune Kya Kya Kar Diya
Roothe Kabhi Toh Mirchi Lage
Hans De Toh Pighli Baraf
O Bole Agar To Shiriba Hai
Chhu Le Toh Meethi Jalan
Chaasni Si Baat Teri
Barfi Ke Jaise Jiya
Aankhon Mein Thoda Namak
Angoori Tera Nasha
Pyaas Hai Saanson Mein
Sharbat Si Teri Adaa
Pyaas Hai Saanson Mein
Sharbat Si Teri Adaa
Dekhun Tujhe Toh Bhulun Jahan
Haye Haye…
Amrit Sa Mera Piya
O, Ye Tune Kya Kya Kar Diya
O O.. Ye Tune Kya Kya Kar Diya
Chaasni Si Song Lyrics from the movie/album Marudhar Express released in the year 2020 starring Tara-Alisha Berry, Kunaal Roy Kapur. The song Chaasni Si was sung by Yasser Desai. This movie/album was directed by Vishal Mishra. The music was given by Jeet Ganguly. The lyrics were Penned by Vishal Mishra. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts