Chaahe Paas Ho Song Lyrics from the movie/album Samrat Chandragupt released in the year 2015 starring Bharat Bhushan, Nirupa Roy. The song Chaahe Paas Ho was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Babubhai Mistri. The music was given by Kalyanji Virji Shah. The lyrics were Penned by Bharat Vyas. The music rights for song purely belongs to Saregama

Chaahe Paas Ho Lyrics

Chahe Pas Ho Chahe Dur Ho
Mere Sapno Ki Tum Tasvir Ho
Chahe Pas Ho Chahe Dur Ho
Mere Sapno Ki Tum Tasvir Ho

O Pardesi Bhul Na Jana
Hamne Kiya Tujhe Dil Nazrana
O Pardesi Bhul Na Jana
Hamne Kiya Tujhe Dil Nazrana
Dil Ye Hamara Tune Ne Jana
Sikha Hai Hamane Bhi Wada Nibhana
Vada Nibhana
Chahe Pas Ho Chahe Dur Ho
Mere Jiwan Ki Tum Takdir Ho
Chahe Pas Ho Chahe Dur Ho
Mere Sapno Ki Tum Tasvir Ho

Jab Tak Chamke Chand Sitare
Ham Hai Tumhare, Tum Ho Hamare
Jab Tak Chamke Chand Sitare
Ham Hai Tumhare, Tum Ho Hamare
Sagar Ki Ye Lahar Pukare
Mil Ke Rahege Dono Kinare
Dono Kinare
Chahe Pas Ho Chahe Dur Ho
Mere Sapno Ki Tum Tasvir Ho
Chahe Pas Ho Chahe Dur Ho
Mere Jiwan Ki Tum Takdir Ho
Chahe Pas Ho Chahe Dur Ho
Mere Sapno Ki Tum Tasvir Ho.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Samrat chandragupta, Samrat chandragupt, Bharat bhushan, Samrat chandragupta song, Samrat chandragupt (1958) bharat bhushan, Chahe paas ho chahe door ho, Nirupa roy, Lata mangeshkar songs, Bharat bhushan song, Kalyanji virji shah (musical artist), Samrat chandragupt (film), Kalyanji virji shah, Lata mangeshkar (musical artist), Kalyanji virji shah (award winner), Samrat chandragupt 1958, Music by kalyanji anandji, Kalyanji anandji, Chahe paas ho chahe door ho karaoke