Bujha Do Diye
Bujha Do Diye
Hum Pyar Karn Walo Me
Jalne Walo Ka Kya Hai Kaam
Hata Do Diye
Hata Do Diye
Hum Do Chahne Walo Me
Jalne Walo Ka Kya Hai Kaam
Bujha Do Diye
Bujha Do Diye
Jab Husn Ke Jalwo Se Jara Parde Ko Utha Dungi Main
Jab Husn Ke Jalwo Se Jara Parde Ko Utha Dungi Main
Khamosh Andhero Me Chandni Bikhra Dungi Main
Ang Ang Pyar Se Mera Rang Lo
Bhula Do Diye
Bhula Do Diye
Hum Milke Rahne Walo Me
Rokne Walo Ka Kya Hai Kaam
Bujha Do Diye
Bujha Do Diye
Ab Aake Dub Jaao Is Dil Ki Gahraiyo Me
Ab Aake Dub Jaao Is Dil Ki Gahraiyo Me
Chupchap Sama Jaao Meri Barso Ki Tanhaiyo Me
Kahti Hai Wafaye Ye Nigahe Ye Adaye
Utha Do Inhe
Utha Do Inhe
Hum Dil Milane Walo Me
Dekhne Walo Ka Kya Hai Kaam
Bujha Do Diye
Bujha Do Diye
Hum Pyar Karn Walo Me
Jalne Walo Ka Kya Hai Kaam
Bujha Do Diye
Bujha Do Diye
Bujha Do Diye Song Lyrics from the movie/album Kala Aadmi released in the year 2018 starring Sunil Dutt, Saira Banu. The song Bujha Do Diye was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Ramesh Lakhanpal. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Verma Malik
Share your thoughts