Brindaavan Ka Krishna Kanhaiya Song Lyrics from the movie/album Miss Mary - 1957. The song Brindaavan Ka Krishna Kanhaiya was sung by Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi. The music was given by Hemant Kumar. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan

Brindaavan Ka Krishna Kanhaiya Lyrics

Brindaavan Ka Krishna Kanhaiya, Sab Ki Aankhon Ka Taara – (2)
Man Hi Man Kyun Jale Raadhika, Mohan Toh Hai Sabka Pyaara – (2)
Brindaavan Ka Krishna Kanhaiya, Sab Ki Aankhon Ka Taara

Jamana Tat [par Nand Ka Laala Jab Jab Raas Rachaaye Re -2
Tan Mann Dole Kaanha Aisi Bansi Madhur Bajaaye Re
Sudh Budh Bhuli Khadi Gopiya Jaane Kaisa Jaadu Daara
Brindaavan Ka Krishna Kanhaiya, Sab Ki Aankhon Ka Taara

Rang Salon Aisa Jaise Chhaayi Ho Ghat Saawan Ki -2
Teri Main Toh Huyi Deewaani Man Mohan Man Bhaavan Ki
Tere Kaaran Dekh Saaware Chhod Diya Maine Jag Saara
Brindaavan Ka Krishna Kanhaiya, Sab Ki Aankhon Ka Taara
Man Hi Man Kyun Jale Raadhika, Mohan Toh Hai Sabka Pyaara
Brindaavan Ka Krishna Kanhaiya, Sab Ki Aankhon Ka Taara

Share your thoughts

Vrindavan ka krishna kanhaiya, Brindaavan ka krishna kanhaiyaa, Hemant kumar, Meena kumari, Lata mangeshkar, Miss mary 1957 songs, Kishore kumar, Brindaban ka krishna kanhaiya, Miss mary 1957, Brindaban ka krishna kanhaiya lata mangeshkar & mohammed rafi, Lata mangeshkar & mohammed rafi brindaban ka krishna kanhaiya, Brindaban ka krishna kanhaiya lyrics, Lyrics of brindaban ka krishna kanhaiya, Mohammed rafi, Brindaban ka krishna kanhaiya miss mary