Bolo Ji Bolo Kuchh Bolo Ji Bolo
Parvana Teri Mahfil Aya Hai
Divana Teri Mahfil Aya Hai
Socho Ji Socho Kuchh Socho Ji Socho
Kyun Shama Ne Tumko Bulaya Hai
Kyun Shama Ne Tumko Bulaya Hai
Shama Roshni Teri Kam Ho Na Jae
Teri Bazm Me Dil Jalane Ko Aae
Nahi Diljalo Ka Yahan Kam Koi
Nahi Diljalo Ka Yahan Kam Koi
Hamare Hi Dam Se Hai Teri Kahani
Navazish Inayat Karam Meharbani
Socho Ji Socho Kuchh Socho Ji Socho
Kyun Shama Ne Tumko Bulaya Hai
Kyun Shama Ne Tumko Bulaya Hai
Hai Parvane Teri Zara Si Ye Hasti
Nahi Dekh Achchi Ye Atish-parasti
Mohabbat Me Jalna Hai Iman Mera
Mohabbat Me Jalna Hai Iman Mera
Mohabbat Ki Duniya Badi Berahm Hai
Magar Ashiqo Pe Khuda Ka Karam Hai
Bolo Ji Bolo Kuchh Bolo Ji Bolo
Parvana Teri Mahfil Aya Hai
Divana Teri Mahfil Aya Hai
Jo Tum Chahte Ho Wo Mai Na Kahungi
Mohobbat Ka Dastur Hai Chup Rahungi
Zuba Chup Rahe To Nazar Se Hi Keh Do
Zuba Chup Rahe To Nazar Se Hi Keh Do
Nazar Tumhe Dekh Ke Jhuke Ja Rhi Hai
Yaha Dil Ki Dhadkan Ruki Jaa Rahi Hai
Bolo Ji Bolo Kuchh Bolo Ji Bolo
Parvana Teri Mahfil Aya Hai
Divana Teri Mahfil Aya Hai
Socho Ji Socho Kuchh Socho Ji Socho
Kyun Shama Ne Tumko Bulaya Hai
Kyun Shama Ne Tumko Bulaya Hai
Bolo Ji Bolo Kuchh, Paravaanaa Teri Mahafil Aayaa Hai Song Lyrics from the movie/album Nishan released in the year 2018 starring Sheikh Mukhtar, Nazima. The song Bolo Ji Bolo Kuchh, Paravaanaa Teri Mahafil Aayaa Hai was sung by Mukesh, Suman Kalyanpur. This movie/album was directed by Aspi Azad. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Javed Anwar
Share your thoughts