Bheegi Bheegi Faza Song Lyrics from the movie/album Anupama. The song Bheegi Bheegi Faza was sung by Asha Bhosle

Bheegi Bheegi Faza Lyrics

Bheegi Bheegi Faza San San San Ke Jiya
Zulfen Udaati Hai, Kushbu Churaati Hai
Paagal Chanchal Mast Hawa
Bheegi Bheegi Faza San San San Ke Jiya

Koyal Ban Mein Bole
Nas Nas Mein Ras Ghole
Koi Natakhat Jaise Ghoonghat Chori Chori Khole
Koi Aaya Nahi, Bhaaya Nahi
Kiska Saaya Saath Chala
Bheegi Bheegi Faza …

Pal Pal Jhonka Aaye
Aanchal Sarka Jaaye
Tan Man Mera Jeevan Mera Dheere Dheere Gaaye
Dekho Dekho Hansi, Dil Ki Kali
Dil Mein Aaisa Dard Utha
Bheegi Bheegi Faza …

Hansate Hain Deewaane
Banate Hain Afsaane
Dil Ki Baaten Dil Ki Ghaaten Kaise Koi Jaane
Mujhe Roko Nahi, Toko Nahi
Main Ne Rasta Dhoondh Liya
Bheegi Bheegi Faza …

Share your thoughts

Bheegi bheegi faza, Anupama, Bheegi, Bheegi bheegi raaton mein lyrics, Bheegi bheegi fazaa, Bheegi bheegi raaton mein with lyrics, Bheegi bheegi raaton mein with english lyrics, Asha bhosle, Bheegi bheegi raaton mein with hindi lyrics, Bheegi bheegi hawa shokh dhara, Bheegi bheegi, Bheegi bheegi faza san san san ke jiya with dhivehi subs, Lyrics, Bhosle, Karaoke with lyrics, Asha bhosle songs, Anupama songs, O kanhaiya asha bhonsle humsaya op nayyar sh bihari