Beqaraar Hai Koyi Song Lyrics from the movie/album Shama Parwana (1954). The song Beqaraar Hai Koyi was sung by Mohammad Rafi, Suraiya. The music was given by Husnlal-Bhagatram

Beqaraar Hai Koyi Lyrics

Aa Aa Aa Aa….
Beqaraar Hai Koyi Aa Aa Aa…. Ai Mere Dildaar Aa – (2)
Aa Aa Aa….
Ai Kisi Ki Jindagi Aa Aa Aa…. Ishq Hai Ghum Khaar Aa
Aa Aa Aa….
Dasati Hai Naagan Si Kurbat Ki Raatein – (2)
Jhuti Hai Bin Tere Jine Ki Baatein, Jine Ki Baatein
Haaye Kyun Yeh Bebasi Aa Aa Aa… Main Hoon Talabgaar Aa
Aa Aa Aa….
Chun Loon Ghum Tere, Dukh Dard Mita Doon – (2)
Honto Pe Nagamon Ki Kaliya Khila Doon, Kaliya Khila Doon
Ro Rahi Hai Bekasi Aa Aa Aa… Husn Hai Bimaar Aa
Aa Aa Aa….
Hasana Hai Bas Mein, Na Rona Hai Bas Mein – (2)
Pehalu Mein Rehkar Woh Keh Dega Kasamein… Keh Dega Kasamein
Manjilon Mein Pyaar Ki Aa Aa… Tod Ke Deewaar Aa
Beqaraar Hai Koyi Aa Aa Aa…. Ai Mere Dildaar Aa
Aa Aa Aa….

Share your thoughts

Shama parwana, Suraiya, Shama parwana songs, Suraiya movie shama parwana, Beqaraar hai koi - shama parwana - mohammed rafi, Mohammed rafi shama parwana beqarar hai koi, Mohammed rafi shama parwana beqarar hai koi with dialogues, Shama parwana 1954, 1950s romantic movie shama parwana, Suraiya shama parwana sar-e-mehfil jo jala parwana, Shammi kapoor movie shama parwana, Mohammad rafi suraiya lata mangeshkar, Shashi kapoor shama parwana, Shama parwana balck and white songs