Tu Mil Jaaye Mujhko
Yeh Meine Duvaayen Ki
Har Lamhaa Yeh Dil Ne Hi
Tujhse Wafayein Ki
Saath Choote Na Ye Iraada Hai
Jo Bhi Hai Apna Aadha Aadha Hai
Aisa Lagta Kyun
Tujhme Hi Dhadakta Dil Mera
Main To Bas Tera Hoon
Main To Bas Tera Hoon
Main To Bas Tera
Main Tera Hua
Thoda Khud Se Jyada
Kiya Tujhse Wada
Main To Bas Tera
Main Tera Huaa
Ab Yun Jo Mile Ho
Ho Na Mujhse Kabhi Na Judaa
Yeh Jo Zindagi Hai
Ab Na Guzregi Tere Siva
Door Hoke Bhi Pass Tum Aaye
Saath Chalte Hain Bas Tere Shaaye
Aisa Lagta Kyun
Tujhme Hi Dhadakta Dil Mera
Main To Bas Tera Hoon
Main To Bas Tera Hoon
Main To Bas Tera
Main Tera Hua
Thoda Khud Se Jyada
Kiya Tujhse Wada
Haan Tu Bas Mera
Haan Mera Huaa
Sapne Tere Mere
Ab Hakikat Mein Dhalne Lage
Har Dam Mere Humdam
Hum Teri Aur Badhne Lage
Roke Se Bhi Na Ruk Na Payenge
Har Kasam Wada Ab Nibhayenge
Aisa Lagta Kyun
Tujhme Hi Dhadakta Dil Mera
Main To Bas Tera Hoon
Main To Bas Tera Hoon
Main To Bas Tera
Main Tera Hua
Thoda Khud Se Jyada
Kiya Tujhse Wada
Haan Tu Bas Mera
Haan Mera Huaa
Bas Tera Hoon Song Lyrics released in the year 2025 starring Abhimanyu Dassani, Jiya Shankar. The song Bas Tera Hoon was sung by Asees Kaur, Abhijeet Srivastava. The music was given by Javed-Mohsin. The lyrics were Penned by Mohsin Shaikh, Sarfaraz Siddiqui. The music rights for song purely belongs to DRJ Records
Share your thoughts