Bandhan Tute Na Sawariya Song Lyrics from the movie/album Mome Ki Gudiya (1972). The song Bandhan Tute Na Sawariya was sung by Anand Bakshi, Lata Mangeshkar. The music was given by Laxmikant-Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Bandhan Tute Na Sawariya Lyrics

Bandhan Tute Na Sawariya – (2)
Raam Kare Piya Teri Umar Mein Lag Jaaye Meri Bhi Umariya
Bandhan Tute Na Sawariya
Raam Kare Piya Teri Umar Mein Lag Jaaye Meri Bhi Umariya

Laal Basanti -2 Nile Kaare Kachche Jagat Ke Rang Hai Saare
Maine Toh Tere Prem Ke Pakke Rang Mein Rang Li Chunariya
Bandhan Tute Na Sawariya, Bandhan Tute Na

Meera Krishan Ke -2 Geet Sunaaye
Mera Jiya Piya Teri Dhun Gaaye
Meera Krishan Ki Prem Pujaaran Apane Piya Ki Main Baawariyaan
Bandhan Tute Na Sawariya
Raam Kare Piya Teri Umar Mein Lag Jaaye Meri Bhi Umariya
Bandhan Tute Na

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Anand bakshi, Lata mangeshkar, Anand bakshi songs, Lata mangeshkar hits, Anand bakshi hit songs, Bandhan toote na sawariya, Mome ki gudiya (1972), Mangeshkar, Lata mangeshkar hit songs, Lata mangeshkar best songs, Mome ki gudiya 1972 songs, Shabbir kumar lata mangeshkar shandar jodi, Bandhan toote na, Tohe sanwariya nahi khabariya, Mome ki gudiya ke gane, Mome ki gudiya all songs, Yeh jeevan hai is jeevan ka lata mangeshkar, Laxmikant-pyarelal songs