Badlo Se Kaat Kaatke, Ye Mujhe Kya Ho Gayaa Song Lyrics from the movie/album Satya released in the year 2018 starring Urmila Matondkar, Manoj Bajpai. The song Badlo Se Kaat Kaatke, Ye Mujhe Kya Ho Gayaa was sung by Bhupinder Singh. This movie/album was directed by Ram Gopal Varma. The music was given by Vishal Bhardwaj. The lyrics were Penned by Gulzar

Badlo Se Kaat Kaatke, Ye Mujhe Kya Ho Gayaa Lyrics

Baadalo Se Kaat-kaat Ke Kaagazo Pe Naam Jodna
Baadalo Se Kaat-kaat Ke Kaagazo Pe Naam Jodna
Yeh Mujhe Kya Ho Gaya Are Ye Mujhe Kya Ho Gaya
Doriyo Se Baandh-baandh Ke Raat Bhar Chand Todna
Yeh Mujhe Kya Ho Gaya
Ye Mujhe Kya Ho Gaya

Ek Baar Tumko Jab Baraste Paaniyo Ke Paar Dekha Tha
Yu Laga Tha Jaise Gungunaata Ek Aabshaar Dekha Tha
Ek Baar Tumko Jab Baraste Paaniyo Ke Paar Dekha Tha
Yu Laga Tha Jaise Gungunaata Ek Aabshaar Dekha Tha
Tab Se Meri Nind Me Barasti Rehti Ho
Bolti Bahut Ho Aur Hansti Rehti Ho
Jo Tujhe Jaanta Na Ho Usase Tera Naam Poochhna
Yeh Mujhe Kya Ho Gaya
Ye Mujhe Kya Ho Gaya
Ye Mujhe Kya Ho Gaya

Dekho Yu Khule Badan Tum
Dekho Yu Khule Badan Gulabi Sahilo Pe Aaya Na Karo
Tum Namak Bhare Samundaro Me Is Tarah Nahaya Na Karo
Sara Din Chandni Si Chhaayi Rehti Hai
Aur Gulabi Dhoop Baukhlayi Rehti Hai
Jaamno Ki Naram Daal Pe Naakhuno Se Naam Khodna
Yeh Mujhe Kya Ho Gaya
Ye Mujhe Kya Ho Gaya
Baadalo Se Kaat-kaat Ke Kaagazo Pe Naam Jodna
Doriyo Se Baandh-baandh Ke Raat Bhar Chand Todna
Yeh Mujhe Kya Ho Gaya

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Vishal bharadwaj, Satya, Vishal bhardwaj, Vishal bharadwaj (film director), Vishal bhardvaj, Bhupender, Bharadwaj, Vishal bharadvaj, Vishal, Mona singh vivaah geet, Badalo se kat kat ke, Hindi karaoke satya (film), Sonika singh haryanvi song 2020, Praveen bhardwaj, Mujhe, Sundeep kishan movies marathon, Shahid beti sonika singh, Sundeep kishan songs, Sundeep kishan, Sundeep kishan movies, Sundeep kishan new movie, Ye mujhe kya, Satya songs, Godi ma khelade maiya