Badi Pyari Kahani Hai Song Lyrics from the movie/album Do Roti released in the year 2016 starring Balraj Sahni, Nirupa Roy. The song Badi Pyari Kahani Hai was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Ismail Memon. The music was given by Roshanlal Nagrath (Roshan). The lyrics were Penned by Khumar Barabankvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Badi Pyari Kahani Hai Lyrics

Badi Pyari Kahani Hai
Mohabbat Ki Kahani Bhi
Jaha Walo Mohabbat Aag Bhi Hai
Aur Pani Bhi
Badi Pyari Kahani Hai

Kahi Lab Par Tarane Hai
Kahi Hotho Par Aahe Hai
Kahi Lab Par Tarane Hai
Kahi Hotho Par Aahe Hai
Kahi Ghandar Jale Par Hai
Kahi Gardan Mein Bahe Hai
Kahi Gardan Mein Bahe Hai
Mohabbat Naas Bhi Hai
Or Mohabbat Zindgani Bhi
Mohabbat Naas Bhi Hai
Or Mohabbat Zindgani Bhi
Jaha Walo Mohabbat Aag Bhi Hai
Aur Pani Bhi

Kisi Ko Pa Ke Koi
Oo Oo Kisi Ko Pa Ke
Koi Mitthe Mitthe Git Gata Hai
Kisi Ko Kho Ke Koi
Oo Oo Kisi Ko Kho Ke Koi
Raat Din Aasu Bahata Hai
Raat Din Aasu Bahata Hai
Mohabbat Muskurahat Bhi Hai
Or Aashko Ki Junbani Bhi
Jaha Valo Mohabbat Aag Bhi Hai
Aur Pani Bhi

Kahi Hoti Hai Baat
Chand Sitaro Se Masti Mein
Kahi Hoti Hai Baat
Chand Sitaro Se Masti Mein
Kahi Andhera Hi Andhera Hai
Kisi Dil Ki Basi Mein
Kisi Dil Ki Basi Mein
Mohabbat Ek Janjir Bhi Hai
Ek Suhani Bhi
Mohabbat Ek Janjir Bhi Hai
Ek Suhani Bhi
Jaha Walo Mohabbat Aag Bhi Hai
Aur Pani Bhi
Badi Pyari Kahani Hai
Mohabbat Ki Kahani Bhi.

Share your thoughts

Balraj sahni, Lata mangeshkar, Badi pyari kahani hai, Nirupa roy, Lata mangeshkar songs, Mohammed rafi, Lata mangeshkar hits, Lata mangeshkar superhit songs, Lata mangeshkar old hits, Lata mangeshkar songs playlist, Mohammed rafi songs, Mohammed rafi hits, Kali badariya maare nazariya, Kanhaiya lal, Shankar dasgupta, Lata ji ke gaane, Mohd. rafi songs, Suman kalyanpur, Ghir ke barse ye ghatayein, Gam ki hui haar lo jeet gaya pyar, Mohd rafi, Nupur geetmala